Tuesday, May 25, 2010
Shivnath Teri Mahima Jab Teen Lok Gayaee
शिवनाथ तेरी महिमा आआआआआआआआआआआआ
शिवनाथ तेरी महिमा जब तीन लोक गाये - 2
नाचे धरा गगन तो आआआआआआआआआआआआ
नाचे धरा गगन तो झूमे दसो दिशायें
शिवनाथ तेरी महिमा जब तीन लोक गाये
तू देव सबसे न्यारा तुझको नमन हमारा - 2
लायी है तेरे द्वारे दर्शन की कामनाये
शिवनाथ तेरी महिमा
शिवनाथ तेरी महिमा पंछी पवन सुनायें
नाचे धरा गगन तो झूमे दसों दिशायें
शिव नाथ तेरी महिमा जब तीन लोक गाये
मस्तक पे चन्द्र आदा है रुप तेरा सदा - 2
आयी है गंग धरा लेकर तेरी जटायें
शिव नाथ तेरी महिमा
शिवनाथ तेरी महिमा तारें गगन के गाये
नाचेधरा गगन तो झूमे दसो दिशायें
शिवनाथ तेरी महिमाजब तीन लोक गाये
है प्रेम की सुधा भी है रुपचन्द्रिका भी -2
हो नील कंठ वाले कैसे तुझे रिझाये
शिवनाथ तेरी महिमा सब देव लोक गाये
नाचे धरा गगन तो झूमें दसो दिशायें
शिवनाथ तेरी महिमा जब तीन लोक गाये...........
shivnath teri mahima aa aa aa~
shivnath teri mahima jab teen lok gaaye - 2
naache dhara gagan toh aa aa aa~
naache dhara gagan toh jhoomen daso dishaayen
shivnath teri mahima jab teen lok gaaye
tu dev sabse nyara tujhko naman hamara - 2
laayi hai tere dwaare darshan ki kaamanaye
shivnath teri mahima
shivnath teri mahima panchhi pavan sunaayen
naache dhara gagan toh jhoomen daso dishaayen
shivnath teri mahima jab teen lok gaaye
mastak pe chandra aadha hai roop tera sadha - 2
aayi hai gang dhara lekar teri jataayen
shivnath teri mahima
shivnath teri mahima taaren gagan ke gaaye
naache dhara gagan toh jhoomen daso dishaayen
shivnath teri mahima jab teen lok gaaye
hai prem ki sudha bhi hai roopchandrika bhi - 2
ho neel kanth waale kaise tujhe rijhaye
shivnath teri mahima sab dev lok gaaye
naache dhara gagan toh aa aa aa~
naache dhara gagan toh jhoomen daso dishaayen
shivnath teri mahima jab teen lok gaaye....
shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua..
शिव शंकर को जिसने पूजा उसका ही उद्वार हुआ - 2
अन्त काल को भवसागर में उसका बेड़ा पार हुआ
भोले शंकर की पूजा करो
ध्यान चरणों में उसके धरो -2
हर हर महादेव शिव शम्भू...................
डमरु वाला है जग में दयालु बड़ा
दीनदुखियों का दाता जगत का पिता - 2
सब पे करता है ये भोला शंकर दया
सब को देता है ये आसरा
इन पावन चरणों में अर्पण आकर जो एक बार हुआ
अन्त काल को भवसागर में उसका बेड़ा पार हुआ
ओम नमो शिवाय नमो
हर हर महादेव शिव शम्भू............
नाम ऊँचा है सबसे महादेव का
वन्दना इसकी करते है सब देवता
इसकी पूजा से वरदान पाते है सब
शक्ति का दान पाते है सब
नाग असुर प्राणी सब पर ही भोले का उपकार हुआ
अन्त काल में भवसागर में उसका बेड़ा पार हुआ
शिव शंकर को जिसने पूजा उसका ही उद्वार हुआ - 2
अन्त काल को भवसागर में उसका बेड़ा पार हुआ
भोले शंकर की पूजा करो
ध्यान चरणों में उसके धरो -2
हर हर महादेव शिव शम्भू...................
shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua-2
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
bhole shankar ki puja karo
dhayan charno mein iske dharo -2
har har mahadev shiv shambu......
damro vala hai jag mein dayalu bada
dindukhiyo ka data jagat ka pita -2
sab pe karta hai yeh bhola shanker daya
sab ko deta hai yeh aashara
in pawan charno mein arpan aakar jo ek baar hua
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
om namo shivay namo
har har mahadev shiv shambu......
naam uncha hai sabse mahadev ka
vandana iski karte hain sab devta
iski puja se vardan pate hain sab
shakti ka daan pate hain sab
nag asur prani sab par hi bhole ka upkar hua
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua-2
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
bhole baba ki puja karo
dhayan charno mein iske dharo -2
har har mahadev shiv shambu..............
chorus
(shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua-2
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua)-2
Friday, May 21, 2010
SHIV ki jyoti se noor milta hai...
SHIV ki jyoti se noor milta hai,
Sbke dilon ko surur milta hai,
Jobhi jaata hai BHOLEY ke dwaar,
Kuch na kuch zarror milta hai,
"JAI BABA AMARNATH"
*
SHIV ki jyoti se prakash badhta hai,
Jobhi jaata hai BHOLEY ke dwaar,
kuch na kuch usse zarror milta hai
“JAI BHOLE BABA”
Wednesday, May 19, 2010
Charan Shivji ke chune ko.
Khade Hain Dar pe Darshan Ko
Khade hain dar pe darshan ko
Charan Shivji ke chune ko.
Agar main jal chadati hun to wo machli ka jhuta hai
isiliye paer nahi padte tere mandir mein aane ko.
Khade hai dar pe darshan ko
Charan Shivji ke chune ko.
Agar mein phool chadati hun to wo bhanware ka jhutha hai
isiliye paer nahi padte tere mandir mein aane ko.
Khade hai dar pe darshan ko
Charan Shivji ke chune ko.
Agar mein dil chadati hun to wo paapon ka jhutha hai

Jai Shiv Shankar, Swami Jai Shiv Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Shiv Shankar, Swami Jai Shiv Shankar
Kasht haro Swami humaar, Swami kash haro humaar
Sharan mein apni le ke Bhagwan, mauka do apni sewa ka
He mere Bholenath, yehi vinti karta hun swaminath
Kya maya hai kya nahi, main agyaani nahi jaanu
Mere Swami main to aapko sarvasv maanu
Apna sewak bana lo bhagwan, main na chahun ye sansar
Main aur meri ardhangni, sewa karen aapki aur maa parvati ki
Is Sansar se humein mukt kar, apne charanon mein jagah den
Yehi vinti karta hun swaminaath , yehi prarthna karta hun

Om namah shivaay jai shiv shankar
Om namah shivaay jai shiv shankar
Om namah shivaay jai shiv shankar
Karuna sindhu hey priy bholeshwar
Maha tapaswee hey yogeshwar
Dayaalu daata hey deveyshwar
Amarnath hey sarv gyaneshwar
Kailash ling rudradev vishdhar
Satya mahesha jai shiv sundar
Trishul dhar jai jai deveshwar
Bam bam bhola jai sarveshwar
Tandavraaya shiva bhayankar
Tribhuvanswaami jai akhileshwar
Gangaadhaari mahadeva har har
Damru bajaayay bhin roopi natwar
namo namami jai durgeshwar
trinetri shiv sampoorna shaktiwar
om namah shiva om shiv har har
om namah shiva om shiv har har
Om namah shivaay jai shiv shankar
Karuna sindhu hey priy bholeshwar
Maha tapaswee hey yogeshwar
Dayaalu daata hey deveyshwar
Amarnath hey sarv gyaneshwar
Kailash ling rudradev vishdhar
Satya mahesha jai shiv sundar
Trishul dhar jai jai deveshwar
Bam bam bhola jai sarveshwar
Tandavraaya shiva bhayankar
Tribhuvanswaami jai akhileshwar
Gangaadhaari mahadeva har har
Damru bajaayay bhin roopi natwar
namo namami jai durgeshwar
trinetri shiv sampoorna shaktiwar
om namah shiva om shiv har har
om namah shiva om shiv har har
Sunday, May 16, 2010
Friday, May 14, 2010
Monday, May 10, 2010
Sunday, May 9, 2010
Saturday, May 8, 2010
Friday, May 7, 2010
Thursday, May 6, 2010
milta hai sachha sukh keval shivji tumhare charnon mein
milta hai sachha sukh keval shivji tumhare charnon mein
yeh binti hai pal chhin chhin chhin ki rahe dhyaan tumhare charnon mein
chahe bairi sab sansar bane chahe jeevan mujh par bhaar bane
chahe maut gale ka haar bane rahe dhyaan tumhare charnon mein
chahe agani mein mujhe jalna ho
chahe kaaton pe mujhe chalna ho
chahe agani mein mujhe jalna ho
chahe kaaton pe mujhe chalna ho
chahe chhod ke des nikalna ho
rahe dhyaan tumhare charnon mein
milta hai sachha sukh keval shivji tumhare charnon mein
yeh binti hai pal chhin chhin chhin ki rahe dhyaan tumhare charnon mein
chahe sankat ne mujhe ghera ho
chahe chaaron aur andhera ho
chahe sankat ne mujhe ghera ho
chahe chaaron aur andhera ho
par mann nahi dagmag mera ho
rahe dhyaan tumhare charnon mein
milta hai sachha sukh keval shivji tumhare charnon mein
yeh binti hai pal chhin chhin chhin ki rahe dhyaan tumhare charnon mein
jeevvhoh par tera naam rahe
tera dhyan subah aur shaam rahe
teri laaj duaan toh aam rahe
rahe dhyaan tumhare charnon mein
milta hai sachha sukh keval shivji tumhare charnon mein
yeh binti hai pal chhin chhin chhin ki rahe dhyaan tumhare charnon mein
chahe bairi sab sansar bane chahe jeevan mujh par bhaar bane
chahe maut gale ka haar bane rahe dhyaan tumhare charnon mein
rahe dhyaan tumhare charnon mein...
hey shambhu baba mere bhole naath
shiv naam se hain jagat mein ujala
hari bhakto ke hain mann mein shivala
hey shambhu baba mere bhole naath
teeno lok mein tu hi tu
shradhha suman mera mann deh patri
jeevan bhi apram kar du
hey shambhu baba mere bhole naath
teeno lok mein tu hi tu
shradhha suman mera mann deh patri
jeevan bhi apram kar du
hey shambhu baba mere bhole naath
teeno lok mein tu hi tu
jag ka swaami hai tu antaryaami hai tu
mere jeevan ki anmeet kahani hai tu
teri shakti apaar tera paavan hai dwaar
teri pooja hi mera jeevan aadhaaar
dhool tere charnon ki lekar
jeevan ko saakaar kiya
hey shambhu baba mere bhole naath
teeno lok mein tu hi tu
mann mein hai kaamana kuchh main aur jaanu na
zindagi bhar karu teri aradhana
sukh ki pehchhaan de tu mujhe gyaan de
prem sabse karu aaisa vardaan ne
tune diya bal nirbal ko
agyaani ko gyaan diya
hey shambhu baba mere bhole naath
teeno lok mein tu hi tu
shradhha suman mera deh mann patri

Subaha subaha le shiv ka naam
Subaha subaha le shiv ka naam
Karle bande yeh subh kaam
Subaha subaha le shiv ka naam
Karle bande yeh subh kaam
Subaha subaha le shiv ka naam
Shiv ayenge teri kaam
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Khud ko raakh lapete phirte
Auro ko dete dhaan dhaam
Khud ko rakh lapete phirte
Auro ko dete dhaan dhaam
Devo ke hith vish pee dala
Neil kant ko koti pranaam
Neil kant ko koti pranaam
Subaha subaha le shiv ka naam
Shiv ayenge tere kaam
Subaha subaha le shiv ka naam
Karle bande yeh subh kaam
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Shiv ke charano mei milte hai
Saare tiraath charo dhaam
Shiv ke charano mei milte hai
Saare tiraath charo dhaam
Karni ka sukh tere haatho
Shiv ke haatho mei parinaam
Shiv ke haatho mei parinaam
Subaha subaha le shiv ka naam
Shiv ayenge tere kaam
Subaha subaha le shiv ka naam
Karle bande yeh subh kaam
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Shiv ke rahete kaise chinta
Saath rahe prabhu aatho yam
Shiv ke rahete kaise chinta
Saath rahe prabhu aatho yam
Shiv ko bhajle such payega
Maan ko ayega araam
Subaha subaha le shiv ka naam
Shiv ayenge tere kaam
Subaha subaha le shiv ka naam
Karle bande yeh subh kaam
Subaha subaha le shiv ka naam
Shiv ayenge teri kaam
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Wednesday, May 5, 2010
Subscribe to:
Posts (Atom)