Showing posts with label Narendra Chanchal. Show all posts
Showing posts with label Narendra Chanchal. Show all posts

Sunday, May 13, 2012

Baba Amarnath Barfani, Yogiraj Daya Ke Dani


बाबा अमरनाथ बर्फानी, योगिराज दया के दानी |
भूखे को है भोजन देते और प्यासे को पानी ||
बाबा अमरनाथ की जय, बोलो शिव शंकर की जय ||

भक्तो के मन बसने वाले ये तो सब के स्वामी है |
मन चाहा फल देने वाले शंभू अंतरयामी है |
महादेव के दर्शन कर के, संवर जाये जिंदगानी ||

दया धरम के है यह दाता सारा ही संसार कहे |
जिधर दया की दृष्टि उधर कमी न कोई रहे |
हाथ है इसके लाज हमारी, यश लाभ और हानि ||

प्रभु नाम के हीरे मोती हर पल सदा लुटाते हैं |
अपने संतो भक्तो के संकट यह आप मिटाते हैं |
भोले नाथ की शक्ति है जी, जाने दुनिया फानी ||

Sunday, April 22, 2012

Bhole Baba Ka Damroo Baaje - Narendra Chanchan


Bum Bum Bum Bum Bum Bum
Jai Ho
Bum Bum Bum Bum Bum Bum
Jai Ho
Bum Bum Bum Bum Bum Bum
Jai Ho
Bholenath Gaura Ke Saath Masti Mein Aaj Prashan Hue
Yogiraj kahe koi aaj dekho dekho sab dhan hue
Yogiraj kahe koi aaj dekho dekho sab dhan hue
Dekho Dekho Dhan Hue
Dekho Dekho Dhan Hue
Dekho Dekho Dhan Hue
Dekho Dekho Dhan Hue
Dam Dama Dam
Dama Dam
Dam Dama Dam
Dam Dama Dam
Dama Dam
Dam Dama Dam
Damru Baje
Dam Dama Dam
Bhola Naache
Cham Chama Cham

Bhole Baba Ka Damru Baaje
Baaje Re Dekho
Dam Dam Dam
Bhole Baba Ka Damru Baaje
Baaje Re Dekho
Dam Dam Dam
Masti Mein Magan Shiva Naache
Masti Mein Magan Shiva Naache
Aaj Hoke Magan Shiva Naache
Naache Re Dekho
Cham Cham Cham
Aaj Hoke Magan Shiva Naache
Naache  Re Dekho
Cham Cham Cham
Dam Dama Dam
Dama Dam
Dam Dama Dam
Dam Dama Dam
Dama Dam
Dam Dama Dam

Aaj Parion Mein Jhungharu Bandh Ke
Aisi Leela Rachai Bholenath Ne
Roop Bhole Bhandhari Ke Dekhkar
Muskurakar Kahan Gaura Matra Ne
Koi Pai Na Paar
Kaisi Leela Aapar
Aise Lagte Ho Tum
Jaise Ho Tij Ki Naar
Gaoon Jitni Bhi Mahima Tumhari
Lage Hai Mujhe
Kam Kam Kam
Gaoon Jitni Bhi Mahima Tumhari
Lage Hai Mujhe
Kam Kam Kam
Bhole Baba Ka Damru Baaje
Baaje Re Dekho
Dam Dam Dam
Dam Dama Dam
Dama Dam
Dam Dama Dam
Dam Dama Dam
Dama Dam
Dam Dama Dam
Bum Bum Bum Bum Bum Bum
Jai Ho
Bholenath Gaura Ke Saath Masti Mein Aaj Prashan Hue
Yogiraj kahe koi aaj dekho dekho sab dhan hue
Dekho Dekho Dhan Hue
Dekho Dekho Dhan Hue
Dekho Dekho Dhan Hue
Dekho Dekho Dhan Hue
Damru Baje
Dam Dama Dam
Bhola Naache
O Naache
Cham Chama Cham

Laage Yun Shiva Ke Mastak Pe Chandrama
Jaise Chamke Ravi Aakash Pe
Dekha Jisne Tript Hui Aatma
Aisa Anand Barsa Kailash Pe
Jhoome Dharti Gagan
Hoke Magan
Bhole Ke Nitra Ne Har Liya Sabka Man
Hoke Har Koi Shiva Ka Deewana
Bole Re Dekho
Bum Bum Bum
Hoke Har Koi Shiva Ka Deewana
Bole Re Dekho
Bum Bum Bum
Bhole Baba Ka Damru Baaje
Baaje Re Dekho
Dam Dam Dam
Jai Ho

Aaj Shiva Hai Prashan Var Mang Lo
Mango Dhan, Maan Ya Ghar Mang Lo
Khali Shiva Ka Vachan Nahi Jayega
Chahe Jo Sar Jhuka Kar Mang Lo
Aao Shiv Ki Sharan
Karo Shiva Ko Naman
Yahi Denge Hame Sacche Sukh Ke Ratan
Prem Shraddha Se Shiva Ko Rijhaye
Gaye Re Shiva Mahima Hum
Prem Shraddha Se Shiva Ko Rijhaye
Gaye Re Shiva Mahima Hum
Bhole Baba Ka Damru Baaje
Baaje Re Dekho
Dam Dam Dam
Bhole Baba Ka Damru Baaje
Baaje Re Dekho
Dam Dam Dam
Bhakti Mein Magan Shiva Naache
Bhakti Mein Magan Shiva Naache
Aaj Hoke Magan Shiva Naache
Nacche Re Dekho Cham Cham Cham
Aaj Hoke Magan Shiva Naache
Nacche Re Dekho Cham Cham Cham
Bhole Baba Ka Damru Baaje
Baaje Re Dekho
Dam Dam Dam
Bhole Baba Ka Damru Baaje
Baaje Re Dekho
Dam Dam Dam
Bum Bhola
Bum Bhola
Damru Baaje
O Baaje
Dam Dam Dam
Bhola Naache
O Naache
Cham Chama Cham
Bum Bhola
Bum Bhola
Damru Baaje
O Baaje
Dam Dam Dam
Bhola Naache
O Naache
Cham Chama Cham

Thursday, April 19, 2012

Jo Shiv Ko Dhyate Hai Shiva Unke Hai


Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Jo Shiva ko dhyate hai
Shiva unke hai.
Jo Shiva ko dhyate hai
Shiva unke hai.
Jo Shiva mein kho jaate hai
Jo Shiva mein kho jaate hai
Shiva unke hai.
Jo Shiva ko dhyate hai
Shiva unke hai.

Shiva ko na karz koi choti-badi baat se
Shiva to hai khush hote bhavana ki baat se
Manav hai pate unse nit aise jap se
Danav vardan lete barson ke tap se
Danav vardan lete barson ke tap se
Danav vardan lete barson ke tap se
Jo shraddha dikhate hai
Jo shraddha dikhate hai
Jo shraddha dikhate hai
Shiva Unke Hai
Jo Shiva ko dhyate hai
Shiva unke hai.
Jo Shiva ko dhyate hai
Shiva unke hai.

Nistha ka dudh aur jal unko bhaye re
Meva abhimaan ka na unko rijhaye re
Raavan ne payi jinse soni ki lanka hai
Unki dayalta pe humko na shanka hai
Unki dayalta pe humko na shanka hai
Unki dayalta pe humko na shanka hai
Jo Shiva ke ho jaate hai
Jo Shiva ke ho jaate hai
Shiva unke hai
Jo Shiva ko dhyate hai
Shiva unke hai.
Jo Shiva ko dhyate hai
Shiva unke hai.

Shiva hi Shivalay mein
Shiva hi kailash mein
Shiva to hai bhakton ke mann ke vishwas mein
Shiva ko na paaya jaye unche dimagon se
Bandh jaate prem ke kacche hi dhaghon se
Bandh jaate prem ke kacche hi dhaghon se
Bandh jaate prem ke kacche hi dhaghon se
Jo prem bhadhate hai
Jo prem bhadhate hai
Shiva unke hai
Jo Shiva ko dhyate hain
Shiva unke hai.
Jo Shiva ko dhyate hain
Shiva unke hai.
Jo Shiva mein kho jaate hai
Jo Shiva mein kho jaate hai
Shiva unke hai.
Jo Shiva ko dhyate hain
Shiva unke hai.
Jo Shiva ko dhyate hain
Shiva unke hai.
Jo Shiva ko dhyate hain
Shiva unke hai.
Jo Shiva ko dhyate hain
Shiva unke hai.

Jai Shiv Shamboo Bholenath
Jai Shiv Shamboo Bholenath
Jai Shiv Shamboo Bholenath
Jai Shiv Shamboo Bholenath
Jai Shiv Shamboo Bholenath
Jai Shiv Shamboo Bholenath

Thursday, February 16, 2012

Har Har Mahadev Shamboo Kashi Vishwanath Gange


Har Har Mahadev Shamboo
Kashi Vishwanath Gange
Har Har Mahadev Shamboo
Kashi Vishwanath Gange
Har Har Mahadev Shamboo
Kashi Vishwanath Gange
Har Har Mahadev Shamboo
Kashi Vishwanath Gange
Kashi Vishwanath Gange
Har Har Aadinath Gange
Har Har Mahadev Shamboo
Kashi Vishwanath Gange

Shiva Hai Jagat Ke Palanhare
Shiva Hai Jagat Ke Palanhare
Jan Jan Ke Shiva Palanhare
Jan Jan Ke Shiva Palanhare
Shiva Hai Bhaktan Ke Rakhwale
Shiva Devon Ke Dev Nirale
Shiva Devon Ke Dev Nirale
Shiva Ki Mahila Jag Kalyani
Shiva Maha Yogi
Shiva Maha Dani
Shiva Maha Yogi
Shiva Maha Dani
Shiva Bhole Kailash Niwasi
Ajar-Amar Hai Shiva Avinashi
Ajar-Amar Hai Shiva Avinashi
Jai Jai Neelkanth Shamboo
Bum Bum Bholenath Gange
Har Har Mahadev Shamboo
Kashi Vishwanath Gange
Har Har Mahadev Shamboo
Kashi Vishwanath Gange

Shiva Sukhdata
Shiva Dukhharta
Shiva Sukhdata
Shiva Dukhharta
Shiva Sristi Ke Karta-Dharta
Shiva Sristi Ke Karta-Dharta
Sarv Viyapak Antaryami
Sarv Viyapak Antaryami
Shiva Hai Deen-Heen Ke Swami
Shiva Hai Deen-Heen Ke Swami
Shiva Hai Param Jatao Wale
Shiva Hai Param Jatao Wale
Shiva Hai Sarv Kalao Wale
Shiva Hai Sarv Kalao Wale
Shiva Santan Ke Sada Sahai
Shiva Santan Ke Sada Sahai
Shiva Ka Naam Bada Sukhdai
Shiva Ka Naam Bada Sukhdai
Jai Jai Vishwanth Shamboo
Jai Jai Amarnath Gange
Har Har Mahadev Shamboo
Kashi Vishwanath Gange

Damroo Har Shiva Karuna Sagar
Damroo Har Shiva Karuna Sagar
Shiva Mrityunjai Nyay Divakar
Shiva Mrityunjai Nyay Divakar
Shiva Ke Charan Hai Parasmariyan
Shiva Ke Charan Hai Parasmariyan
Shiva, Shiva Bhajati Hai Kul Duniya
Shiva, Shiva Bhajati Hai Kul Duniya
Shiva Jo Hai Kavach Banate
Shiva Jo Hai Kavach Banate
Sankat Unke Nikat Na Aate
Sankat Unke Nikat Na Aate
Shiva Ki Kar Lo Mann Se Bhakti
Shiva Ki Kar Lo Mann Se Bhakti
Bhey Janjal Se Paoge Mukti
Bhey Janjal Se Paoge Mukti
Jai Jai Somnath Shamboo
Jai Jai Mahakal Gange
Har Har Mahadev Shamboo
Kashi Vishwanath Gange
Kashi Vishwanath Gange
Har Har Aadinath Gange
Har Har Mahadev Shamboo
Kashi Vishwanath Gange