Showing posts with label Anuradha Paudwal. Show all posts
Showing posts with label Anuradha Paudwal. Show all posts

Saturday, July 4, 2020

सावन सोमवार Special I Anuradha Paudwal Shiv Bhajans I Top Morning Shiv Bhajans I Best Collection



सोमवार के दिन का प्रारंभ करें Monday Morning Best शिवजी के भजनों से Anuradha Paudwal के स्वरों में: ऐसी सुबह न आये, हे शिव पिता परमात्मा करते हैं तेरी प्रार्थना Devotional Album शिव गुणगान से, आओ महिमा गायें भोलेनाथ की, एल्बम शिव आराधना से, ॐ जय गंगाधर हर शिवजी की आरती श्री शिव महिम्न स्तोत्र श्री शिव ताण्डव स्तोत्रं से, ॐ नमः शिवाय धुन हर हर भोले नमः शिवाय, शिवजी का सुबह का भजन शिव सुमिरन से सुबह शुरु हो शिव साधना album से, हे शिव शंकर भोले बाबा शिव स्तुति से, शंकर नमामि शिव गंगा महिमा महाकाल की Album से !!!!!

Saturday, June 20, 2020

Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai Sanmukh Bholenath Khade Hai - Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar


(Bhor Ki Pehli Kiran Ne Aakar
Dwar Pe Tere Sheesh Navaya
Charo Taraf Anand Hai Chhaya)

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai

Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai
Ek Tak Saare Dekh Rahe Hai
Parvati Ke Saath Khade Hai

Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai

Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Shiv Mandir Mein Aa Pahuche Hai
Bhakt Tumhare Bhor Hue
Adbhut Chaavi Nirali Dekhi
Sab Aatam Vibhor Hue
Chukar In Paavan Charno Ko Anandid Hum Aur Hue

Ek Tak Saare Dekh Rahe Hai
Parvati Ke Saath Khade Hai

Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai

Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath

Devi Devta Aur Munivar
Khade Hai Sab Kuch Kho Ke Re
Prem Ki Ganga Umad Padi Hai
Aaye Hai Jo Dwar Tere
Mann Mein Kaisi Lehar Uthi Hai
Lagate Hai Sab Harsh Bhare

Ek Tak Saare Dekh Rahe Hai
Parvati Ke Saath Khade Hai

Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai

Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Badh-Bhagi Woh Nar-Nari Hai
Tum Sang Jinki Preet Badi
Unke Paap Hue Hai Sheetal
Jinpe Teri Nazar Padi
Saari Vipadha Har Lete Ho
Lage Na Tumko Ek Ghadi

Ek Tak Saare Dekh Rahe Hai
Parvati Ke Saath Khade Hai

Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai

Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Song Credits:
Singesr: Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar 
Album: Shiv Sagar 
Music Director: Dilip Sen-Sameer Sen 
Lyrics: Dev Kohli 
Music Label:T-Series

Tuesday, June 9, 2020

Shiv Sumiran Se Subha Shuru Ho - Shiv Bhajan with Lyrics by Anuradha Paudwal I Shiv Sadhna


Shiv Sumiran Se Subha Shuru Ho
Shiv Mandir Me Shaam Ho
Shiv Karuna Ki Chhaiyaan Mein
Shaam Dhale Vishraam Ho (2).

Saanso Ki Lay Taal Pe Meri
Bhakti Shiv Shiv Gaaye
Shiv Diwani Rasna Ko Koi
Duja Geet Na Bhaaye
Jabatak Jeevan Jyot Jale Mere.
Hothon Pe Shiv Naam Ho ||1||

Shiv Sumiran Se Subha Shuru Ho
Shiv Mandir Me Shaam Ho

Namah Shivay Om Namah Shivay Om
Bol Ke Palkein Kholun
Shiv Sagar Mein Snana Karun Main
Hriday Ka Darpan Dholun
Moh Maaya Se Door Rahun Main
Shradha Meri Nishkaam Ho ||2||

Shiv Sumiran Se Subha Shuru Ho
Shiv Mandir Me Shaam Ho

Kaal Ka Bhay Na Ho Man Mein Mera
Ant Samay Jab Aaye
Shiv Murath Ho Naino Mein Shiv
Dhaam Ye Aatma Jaaye
Jahan Mere Shiv Ka dhera Hai
Wahin Pe Mera Dhaam Ho

Shiv Sumiran Se Subha Shuru Ho
Shiv Mandir Me Shaam Ho
Shiv Karuna Ki Chhaiyaan Mein
Shaam Dhale Vishraam Ho

Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay

Tuesday, December 12, 2017

Morning Shiv bhajans Vol.6 I HARIHARAN, ANURADHA PAUDWAL, ANUP JALOTA, HARIOM SHARAN, TULSI KUMAR


Jaago Jaago Hey Bhole Baba 00:00 
Om Namah Shivay 06:47 
Aisi Subah Na Aaye 11:31 
Subah Subah Tu Nis Din 18:32 
Savera Jab Ho Mere Kartaar 25:56 
Bhor Bhai Ab Jaago Bhole 32:01 
Shiv Shankar Rakhwala Mera 38:43 
Shubh Subh Shiv Naam 44:42 
Jaago Hey Shiv Shankar 51:18 
Jaago Shiv Mahadev 56:09

Saturday, January 17, 2015

Jai Jai Omkareswar Jai Jai Jai Mamleshwar - Anuradha Paudwal


Jai Jai Omkareswar Jai Jai Jai Mamleshwar
Jai Jai Omkareswar Jai Jai Jai Mamleshwar
Jai Jai Omkareswar Jai Jai Jai Mamleshwar
Jai Jai Omkareswar Jai Jai Jai Mamleshwar

Om Jai Omkar Margatha
Jai Mamleshwar Sukhdata
Bhakti Tihaahari Karke
Prani Bin Mange Sab Paa Jata

Jai Jai Omkareshwar Jai Jai Jai Mamleshwar
Jai Jai Omkareshwar Jai Jai Jai Mamleshwar

Om Jai Omkar Margatha
Jai Mamleshwar Sukhdata
Bhakti Tihaahari Karke
Prani Bin Mange Sab Paa Jata

Jai Jai Omkareshwar Jai Jai Jai Mamleshwar
Jai Jai Omkareshwar Jai Jai Jai Mamleshwar

Mahima Teri Sunkar Aaye
Hum Sharnagat Sheesh Jhukaye
Bel Dhatura Bhang Chadaye
Rang Mein Tere Hum Rang Jaye

Mahima Teri Sunkar Aaye
Hum Sharnagat Sheesh Jhukaye
Bel Dhatura Bhang Chadaye
Rang Mein Tere Hum Rang Jaye

Khali Jholi Bhar De Shamboo
Aughad Dani Tu Kehlata
Bhakti Tihaahari Karke
Prani Bin Mange Sab Paa Jata

Jai Jai Omkareshwar Jai Jai Jai Mamleshwar
Jai Jai Omkareshwar Jai Jai Jai Mamleshwar

Monday, June 11, 2012

Bhole Baba Kedareshwar Naam Gun Gayenge


Jai Bolo Kedarnath Ki
Bolo Har Har Mahadev Ki Jai

Bhole Baba Kedareshwar Naam Gun Gayenge
Katha Teri Sunne Hum Dwar Tere Aayenge
Bhole Baba Kedareshwar
Hey Bhole Shankar

Bharatkhand Ke Uttar Mein Parvat Raj Himalay Hai  
Wahi Badrik Ashram Mein Hai Tera Shivalay Hai
Bana Linga Parthik Tera Pooja Mein Hi Leen The
Nar aur Narayan Bhakti Mein Talleen The
Tere Charno Ka Hum Dhyan Lagayenge
Katha Teri Sunne Tere Dware Hum Aayenge
Jai Hamare Narayan Vishnu Ke Avtar Hai
Unki Bhakti Mein Aaye Hai Bhole Ko Bhi Kedar Mein

Shiva Ke Dhyan Mein Woh Rehte Dono Tanmay The
Nirjal Himalay Mein Bhi Woh Rehte Dono Nirmal The
Dekh Ke Tapasya Unki Shiva Ji Bole Var Mango
Bhakton Ne Kahan Tab Unse Yahi Par Rehna Hai Shamboo
Tere Dham Aakar Hum Jeevan Yeh Bitayenge
Katha Teri Sunne Hum Dwar Tere Aayenge
Bahut Logon Ko Dekha Aate Dhyan Toota Lage The
Mayavi Bheshe Ka Roop Lekar Shiva Ji Bhage The
Dekha Shiva Ji Maya Ko Pandav Paye Vissarti
Swar Rahe The Shiva Ka Weh Paacho Bhi Shiv Mey The
Pandavon Ne Rokha Shiva Ko
Bole Haath Jod Ke
Ruko Nath Aao Humko Jao Na Yun Chhod Ke
Daras Hum Aisa Kadareshwar Kahan Payenge
Katha Teri Sunne Hum Dwar Tere Aayenge
Jai Ho Bhole Kedareshwar
Jai Ho Bholenath Ki
Jai Ho Bhole Kedareshwar
Jai Ho Bholenath Ki
Bhole Baba Kedareshwar Naam Gun Gayenge
Katha Teri Sunne Hum Dwar Tere Aayenge

Bolte Hi Jayenge Jaikara Bholenath Ka
Bolte Hi Jayenge Jaikara Bholenath Ka
Bolte Hi Jayenge Jaikara Bholenath Ka
Bolte Hi Jayenge Jaikara Bholenath Ka
Bolte Hi Jayenge Jaikara Bholenath Ka
Bolte Hi Jayenge Jaikara Bholenath Ka
Bolte Hi Jayenge Jaikara Bholenath Ka
Bolte Hi Jayenge Jaikara Bholenath Ka
Bolte Hi Jayenge Jaikara Bholenath Ka

Friday, June 1, 2012

Dukhiya Ye Sansar Hai Sukh Ka Tu Bhandar Hai


Dukhiya Ye Sansar Hai
Sukh Ka Tu Bhandar Hai
Dukhiya Ye Sansar Hai
Sukh Ka Tu Bhandar Hai
Hey Shiv Shankar
Hey Shiv Shankar Bhole Teri Mahima Aprampar Hai

Dukhiya Ye Sansar Hai
Sukh Ka Tu Bhandar Hai
Dukhiya Ye Sansar Hai
Sukh Ka Tu Bhandar Hai

Ved Puran Aur Geeta Ka
Karte Tera Hi Gurgaan
Bhola Bhala Shaktimaan
Ek Tu Hai Shiv Tere Samaan
Sabka Palanhaar Hai
Sukh Ka Tu Bhandar Hai
Hey Shiv Shankar
Hey Shiv Shankar Bhole Teri Mahima Aprampar Hai

Dukhiya Ye Sansar Hai
Sukh Ka Tu Bhandar Hai
Dukhiya Ye Sansar Hai
Sukh Ka Tu Bhandar Hai

Dukhiya Ye Sansar Hai
Sukh Ka Tu Bhandar Hai
Dukhiya Ye Sansar Hai
Sukh Ka Tu Bhandar Hai

Friday, May 25, 2012

Hey Shiv Shankar Bhole Baba


Hey Shiv Shankar Bhole Baba
Main Tere Gun Gaun
Hey Shiv Shankar Bhole Baba
Main Tere Gun Gaun
Aisa Var De In Charano Mein
Aisa Var De In Charano Mein
Sagare Janam Bitau

Hey Shiv Shankar Bhole Baba
Main Tere Gun Gaun
Hey Shiv Shankar Bhole Baba
Main Tere Gun Gaun
Aisa Var De In Charano Mein
Aisa Var De In Charano Mein
Sagare Janam Bitau

Hey Shiv Shankar Bhole Baba

O hm Kehke Main Janmi Thi
Tune Shivam Bataya
Dhool Bhara Yeh Jeevan Mera
Saara Bharm Mitaya
Kripa Kar Tu, Karde Mujhe Pe
Kripa Kar Tu, Karde Mujhe Pe
Bhav Sagar Tar Jayun

Hey Shiv Shankar Bhole Baba

Dwand-Duvesh Sab Mit Gaye Mere
Dwar Pe Aake Tere
Janam-Janam Ki Dhund Chhati Hai
Paap Kate Hai Mere
Kuch Aisa Kar De Re Mere Bhole
Kuch Aisa Kar De Re Mere Bhole
Param Shanti Mein Paun

Hey Shiv Shankar Bhole Baba

Tuesday, May 22, 2012

Mahakal Mrityunjay Aarti at Mahakaleshwar Temple Ujjain - Anuradha Paudwal


Kaal Ki Vikral Ki
Trilokeshwar Trikal Ki
Bhole Shiv Kripal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki

Baba Mahakaal Ki
Oh Mere Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki

Peet Pushpa Bagambar Dhaari
Nandi Teri Sawari
Peet Pushpa Bagambar Dhaari
Nandi Teri Sawari
Tripunddhari, Hey Tripurari Bhole Bhav Behhari
Tripunddhari, Hey Tripurari Bhole Bhav Behhari
Shamboo Deen Dayal Ki
Teen Lok Digpaal Ki
Kailashi Shashibhal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki

Damroo Baaje Dum Dum Dum Dum
Naache Shankar Bhola
Damroo Baaje Dum Dum Dum Dum
Naache Shankar Bhola
Bum Bhole Shiva Bum Bum Bum Bum
Chada Bhang Ka Gola
Bum Bhole Shiva Bum Bum Bum Bum
Chada Bhang Ka Gola
Jai Jai Hirdaya Vishal Ki
Ashutosh Pratipal Ki
Nyaya Dhak Dhak Jwal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki

Aarathari Palanhaari Tu Hai Mangalkaari
Aarathari Palanhaari Tu Hai Mangalkaari
Mangal Aarti Kare Nar Nari
Paye Padaratchari
Mangal Aarti Kare Nar Nari
Paye Padaratchari
Kaalroop Mahakaal Ki
Kripasindhu Mahakaal Ki
Ujjaini Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki

Baba Mahakaal Ki
Oh Mere Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki

Monday, April 30, 2012

Hey Shiva Pita Parmatama Karte Hai Teri Prathana


Hey Shiva Pita Parmatama
Karte Hai Teri Prathana
Hey Shiva Pita Parmatama
Karte Hai Teri Prathana
Gyan Ka Suraj Hai Tu
Saare Jagat Ki Aatma
Hey Shiva Pita Parmatama
Karte Hai Teri Prathana
Gyan Ka Suraj Hai Tu
Saare Jagat Ki Aatma
Hey Shiva Pita Parmatama
Karte Hai Teri Prathana.

Om Hari Om
Om Hari Om

Shiva Hai Akshar
Shiva Garith Hai
Shabd Shiva
Gungaan Shiva Hai
Shiva Hai Vidyadhaan Shiva Hai
Gyan Shiva Hai Vigyan Shiva Hai
Shiva Hai Akshar
Shiva Garith Hai
Shabd Shiva
Gungaan Shiva Hai
Shiva Hai Vidyadhaan Shiva Hai
Gyan Shiva Hai Vigyan Shiva Hai
Kanth Shiva
Vaani Bhi Shiva Hai
Shiva Hamari Chetna
Hey Shiva Pita Parmatama
Karte Hai Teri Prathana
Gyan Ka Suraj Hai Tu
Saare Jagat Ki Aatma
Hey Shiva Pita Parmatama
Karte Hai Teri Prathana.

Om Hari Om
Om Hari Om

Tuesday, April 17, 2012

Shiv Bol Shiv Bol Shiv Shiv Bol Bhole Shankar Shiv Shiv Bol


Shiv Bol Shiv Bol
Shiv Shiv Bol
Bhole Shankar Shiv Shiv Bol

Shiv Bol Shiv Bol

Shiv Shiv Bol
Bhole Shankar Shiv Shiv Bol

Shiv Bol Shiv Bol
Shiv Shiv Bol
Shiv Bol Shiv Bol
Shiv Shiv Bol
Shiv Bol Shiv Bol
Shiv Shiv Bol
Shiv Bol Shiv Bol
Shiv Shiv Bol
Shankar Shamboo Shiv Shiv Bol
Shankar Shamboo Shiv Shiv Bol

Shiv Bol Shiv Bol
Shiv Shiv Bol
Bhole Shankar Shiv Shiv Bol

Shiv Bol Shiv Bol

Shiv Shiv Bol
Bhole Shankar Shiv Shiv Bol

Shiv Bol Shiv Bol
Shiv Shiv Bol
Shiv Bol Shiv Bol
Shiv Shiv Bol
Shiv Bol Shiv Bol
Shiv Shiv Bol
Shiv Bol Shiv Bol
Shiv Shiv Bol
Shankar Shamboo Shiv Shiv Bol
Shankar Shamboo Shiv Shiv Bol

Thursday, March 29, 2012

Bhole Ki Jai Jai Shiva Ji Ki Jai Jai


Bhole Ki Jai Jai
Shiva Ji Ki Jai Jai
Bhole Ki Jai Jai
Shiva Ji Ki Jai Jai
Parvati Pati Shiva Ji Ki Jai Jai

Bhole Ki Jai Jai
Shiva Ji Ki Jai Jai
Bhole Ki Jai Jai
Shiva Ji Ki Jai Jai
Parvati Pati Shiva Ji Ki Jai Jai

Wednesday, March 28, 2012

Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho Shiva Mandir Mein Shaam Ho


Om
Om
Om 
Om

Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho
Shiva Karuna Ki Chaiya Mein
Shaam Dhale Vishram Ho

Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho
Shiva Karuna Ki Chaiya Mein
Shaam Dhale Vishram Ho

Saanson Ki Lehtaal Pe Meri Bhakti Shiva - Shiva Gaye Ho
Shiv Deewani Rashana Ko Koi Duji Reet Na Bhaye
Jab Tak Jeevan Jyot Jale Meri Honton Pe Shiva Naam Ho
Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Bol Ke Palkhein Kholu
Shiva Sagar Mein Isnaan Karun Main
Hirday Ka Darpan Dholu
Mooh-Maya Se Door Rahu Mein
Sharaddha Meri Niskaam Ho
Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho

Kaal Ka Beh Na Ho Man Mein
Mera Ant Samay Jab Aaye Ho
Shiv Murat Ho Nainon Mein 
Shiva Dhaam Yeh Aata Jaye
Jahan Mile Shiva Ka Dera Hai
Wahi Par Mera Dhaam Ho
Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho
Shiva Karuna Ki Chaiya Mein
Shaam Dhale Vishram Ho

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Tuesday, March 20, 2012

Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai Sanmukh Bholenath Khade Hai


Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai
Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai
Ek Jag Saare Dekh Rahe Hai
Parvati Ke Saath Khade Hai
Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Shiv Mandir Mein Aa Pahuche Hai
Bhakt Tumhare Bhor Hue
Adbhut Chaavi Nirali Dekhi
Sab Aachambhit Vibhor Hue
Chukar In Paavan Charno Ko Anandid Hum Aur Hue
Ek Jag Saare Dekh Rahe Hai
Parvati Ke Saath Khade Hai
Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath

Dev Devta Aur Munivar
Khade Hai Sab Kuch Dekh Rahe
Prem Ki Ganga Umad Padi Hai
Aaye Hai Jo Dwar Tere
Mann Mein Kaisi Lehar Uthi Hai
Lagate Hai Sab Harsh Bhare
Ek Jag Saare Dekh Rahe Hai
Parvati Ke Saath Khade Hai
Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Friday, March 16, 2012

Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja


Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Bhole Teri Jata Se Behti Hai Gangdhara
Saare Jagat Ke Maalik Tu Hai Pita Hamara
Nirbal Ka Tu Hi Bal Hai
Deta Hai Tu Sahara
Tere Siva Jahan Mein
Koi Nahi Hamara
Hai Bhole Tu Hai Jaisa, Waisa Na Koi Hoga
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Sukh-Chain Mangate Hai
Janmo Ke Hum Bikhari
Humpe Daya Tu Karna
Aaye Sharan Tihari
Tere Dwar Pe Pade Hai
Sunle Araz Hamari
Jholi Hamari Bhar De
Shiv Shankar Bhandari
Bhavsagar Se Paar Kare Jo Koi Nahi Hai Duja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Tumko Niharate Hai
Aankhon Mein Hai Nirasha
Vishwas Hai Yeh Humko
Poori Karoge Asha
Bigadi Bana Do Apni
Drishti Daya Ki Daalo
Bhatake Hue Hai Prani
Shiva Ji Hame Sambhalo
Japate Rahenge Har Pal Tujhko
Karate Rahenge Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja 
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja 
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja

Tuesday, March 13, 2012

Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale Jagat Ke Hai Rakhwale


Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale
Jagat Ke Hai Rakhwale
Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale
Jagat Ke Hai Rakhwale
Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale
Jagat Ke Hai Rakhwale
Jagat Ke Hai Rakhwale
Jagat Ke Hai Rakhwale
Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale
Jagat Ke Hai Rakhwale
Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale
Jagat Ke Hai Rakhwale

Shiv Ji Ke Tan Pe Hai Bagambar Sohe
Shiv Ji Ke Tan Pe Hai Bagambar Sohe
Sarpon Ki Mala Gale, Narmund Mohe
Sarpon Ki Mala Gale, Narmund Mohe
Raavan aur Bhasma Ko Var Dene Wale
Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale
Jagat Ke Hai Rakhwale
Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale
Jagat Ke Hai Rakhwale

Shiv Ji Peete Hai Bhang, Khate Dhatura
Shiv Ji Peete Hai Bhang, Khate Dhatura
Sang Mein Trishul Chamke, Baaje Tambura
Sang Mein Trishul Chamke, Baaje Tambura
Ganga Jata Mein Dhaare, Vish Peene Wale
Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale
Jagat Ke Hai Rakhwale
Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale
Jagat Ke Hai Rakhwale

Shiv Ji Ki Bhakti Mein Jo Hai Nirantar
Shiv Ji Ki Bhakti Mein Jo Hai Nirantar
Uske Jeevan Se Dukh Hote Choomantar
Uske Jeevan Se Dukh Hote Choomantar
Adbhut Leela Hai Inki Lagate Nirale
Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale
Jagat Ke Hai Rakhwale
Jagat Ke Hai Rakhwale 

Jagat Ke Hai Rakhwale
Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale
Jagat Ke Hai Rakhwale
Bhole Bhale Hain Shiv Damru Wale
Jagat Ke Hai Rakhwale
Rakhwale 
Rakhwale
Rakhwale 
Rakhwale