Khade Hain Dar pe Darshan Ko
Khade hain dar pe darshan ko
Charan Shivji ke chune ko.
Agar main jal chadati hun to wo machli ka jhuta hai
isiliye paer nahi padte tere mandir mein aane ko.
Khade hai dar pe darshan ko
Charan Shivji ke chune ko.
Agar mein phool chadati hun to wo bhanware ka jhutha hai
isiliye paer nahi padte tere mandir mein aane ko.
Khade hai dar pe darshan ko
Charan Shivji ke chune ko.
Agar mein dil chadati hun to wo paapon ka jhutha hai
Agar mein phool chadati hun to wo bhanware ka jhutha hai
isiliye paer nahi padte tere mandir mein aane ko.
Khade hai dar pe darshan ko
Charan Shivji ke chune ko.
Beautiful poem for dearest nearest god.
ReplyDeleteDev Tripathi
FB Id- raj.aryan7@ibibo.com
Om Namah Shivaya
ReplyDeleteSukriya! Divya Prakash Tripathi.