Tuesday, May 25, 2010

shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua...


शिव शंकर को जिसने पूजा उसका ही उद्वार हुआ - 2
अन्त काल को भवसागर में उसका बेड़ा पार हुआ
भोले शंकर की पूजा करो
ध्यान चरणों में उसके धरो -2
हर हर महादेव शिव शम्भू...

डमरु वाला है जग में दयालु बड़ा
दीनदुखियों का दाता जगत का पिता - 2
सब पे करता है ये भोला शंकर दया
सब को देता है ये आसरा
इन पावन चरणों में अर्पण आकर जो एक बार हुआ
अन्त काल को भवसागर में उसका बेड़ा पार हुआ
ओम नमो शिवाय नमो
हर हर महादेव शिव शम्भू...

नाम ऊँचा है सबसे महादेव का
वन्दना इसकी करते है सब देवता
इसकी पूजा से वरदान पाते है सब
शक्ति का दान पाते है सब
नाग असुर प्राणी सब पर ही भोले का उपकार हुआ
अन्त काल में भवसागर में उसका बेड़ा पार हुआ

शिव शंकर को जिसने पूजा उसका ही उद्वार हुआ - 2
अन्त काल को भवसागर में उसका बेड़ा पार हुआ
भोले शंकर की पूजा करो
ध्यान चरणों में उसके धरो -2
हर हर महादेव शिव शम्भू...


shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua-2
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
bhole shankar ki puja karo
dhayan charno mein iske dharo -2
har har mahadev shiv shambu...

damro vala hai jag mein dayalu bada
dindukhiyo ka data jagat ka pita -2
sab pe karta hai yeh bhola shanker daya
sab ko deta hai yeh aashara
in pawan charno mein arpan aakar jo ek baar hua
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
om namo shivay namo
har har mahadev shiv shambu...

naam uncha hai sabse mahadev ka
vandana iski karte hain sab devta
iski puja se vardan pate hain sab
shakti ka daan pate hain sab
nag asur prani sab par hi bhole ka upkar hua
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua-2
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
bhole baba ki puja karo
dhayan charno mein iske dharo -2
har har mahadev shiv shambu...

chorus

(shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua-2
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua)-2

No comments:

Post a Comment