Zarre Zarre Mein Jai Bhole
Vo Neel Gagan Me Jai Bhole
Bhole Hai Chaand Sitaro Me
Jag ke Kan Kan Me Jai Bhole
Har Dhyan Me Tere Jai Bhole
Har Sur Taal Me Tere Jai Bhole
Har Dhyan Me Jai Bhole
Har Sur Taal Me Tere Jai Bhole
Bhole Hai Tere Nas Nas Me
Tere Ang Sang Me Hai Bhole
Tere Ang Sang Me Hai Bhole
Kawad Me Bam Bam Jai Bhole
Savan Ki Rimjhim Jai Bhole
Kawad Me Bam Bam Jai Bhole
Savan Ki Rimjhim Jai Bhole
Duniya Se Nyare Hai Jai Bhole
Bhakto Ke Pyare Hai Jai Bhole
Jo Unka Dhyan Lagate Hai
Un Bhakto Ke Bhakto Ke Bhakto Ke
Unke Kasto Mitate Hai Bhole
Unko Apnate Hai Bhole
Unke Kasto Mitate Hai Bhole
Unko Apnate Hai Bhole
Har Har Bam Bam Har Har Bam Bam
Har Har Bam Bam Har Har Bam Bam
Om Namah Shivaye
Om Namah Shivaye
Jo Mango Denge Har Bhole
Hai Baba Damru Har BHole
Jo Mango Denge Har Bhole
Hai Baba Damru Har BHole
Apne Bhakto ke Sankat Ko
Lete Hai Pal Bhar Me Har Bhole
Jo Unki Sharan Me Jaate Hai
Jo Unki Sharan Me Jaate Hai
Un Bhakto Ko Bhakto Ko Bhakto Ko
Bhav Paar Lagate Jai Bhole
Har Kast Mitate Hai Bhole
Bhav Paar Lagate Jai Bhole
Har Kast Mitate Hai Bhole
No comments:
Post a Comment