Shiv Shankar Ki Mahima Dekho Sare Jag Se
Nyari
Kailash Mein Jaake Baithe Nandi Ki Sawari
Bhasmi Ang Lagaye Jaape Sarpon Ki Mala
Bhaye
Gaura Dekh-Dekh Dehle Ve Baith Bagal Na
Paye
Bhang Dhature Ki Pee Jaye Fir Bhi Pyasa
Kehlaye
Kailash Pe Vaas Kare Aur Dhuni Alakh
Jagaye
Gaura Ke Yeh Saath Rahe Kailash Ke Vaasi
Kehlaye
Mathura Mein Yeh Vaas Kare Rangeshwar
Sada Kehlaye
Baaye Devi Parvati aur Daaye Putra
Ganesha
Samne Jinke Dekho Nandi Garn Hai Saish
Jatao Se Nikale Ganga Ki Dhara
Jaake Chamke Maathe Chandrama Pyara
Ek Haath Mein Trishool Chalte Ajab
Nirale
Peekar Yeh Bhang Dekh Lo Lagate Bhole-Bhale
Teesara Netra Ajab Darshaye Ise Dekh
Kaal Dehlaaye
Roop Inke Pada Charan Mein Janam Safal
Jo Jaye
No comments:
Post a Comment