Sunday, July 8, 2012

Jai Jai Shiva Shankar kanta lage na kankar

Jai Jai Shiva Shankar kanta lage na kankar
Ho pyala tere naam ka piya.


Main dar jayungi, majn gunn gayungi
Ho aasra tumhara liya, Jai Shiva ki
Ho Jai Shiva ki.


Asha le Bholenath dar tere aai hoon
Teri main dasi hoon, charano mein aai hoon.
Tere hi dum se khade hain Jai Shiva ki
Ho Jai Shiva ki.


Tera hi humko to rehta sahara hai
Aaya tu bhakton ne, jab bhi pukara hai
Aapno ka Bhole tu sada rakhta hai dhyan
Jai Shiva ki
Ho Jai Shiva ki.


Jag ko chhod, naata todh jo bhi bulata hai,
Usko tu Bholenath darshan dikhata hai
Bhakt dhata hai tujhko subah aur shaam
Jai Shiva ki
Ho Jai Shiva ki.

No comments:

Post a Comment