Shiv Shamboo Jatadhari
Jata Mein Ganga Utari
Kaam Kiyon Aati Bhari
Saari Dharti Ko Taari
Shiv Shamboo Jatadhari
Shiv Shamboo Jatadhari
Jata Mein Ganga Utari
Kaam Kiyon Aati Bhari
Saari Dharti Ko Taari
Om namas shivaya
Om namas shivaya
Om namas shivaya
Om namas shivaya
Ang bhabhuti Chand Maate
Par
Jata Bahe Ganga Ki
Dhaar
Jata Bahe Ganga Ki
Dhaar
Pehni Gale Mein Sarpon
Ki Mala
Prabhu Tum Kiyon Gazab
Shringar
Prabhu Tum Kiyon Gazab
Shringar
Kiye Bail Ki Sawari
Uma Warm Ang Dhari
Bhakton Ke Hit Kari
Teri Chhavi Manuhari
Shiv Shamboo Jatadhari
Jata Mein Ganga Utari
Kaam Kiyon Aati Bhari
Saari Dharti Ko Taari
Om namas shivaya
Om namas shivaya
Om namas shivaya
Om namas shivaya
Neelkanth Man Ke Ati
Bhole
Jag Hit Vish Ka Paan
Kiya
Jag Hit Vish Ka Paan
Kiya
Isi Liye Sab Devon Ne
Tujhko
Mahadev Ka Maan Diya
Mahadev Ka Maan Diya
Mere Bholebhandari
Suno Vinati Hamari
Mange Tera Yeh Pujari
Bas Sharan Tumhari
Shiv Shamboo Jatadhari
Jata Mein Ganga Utari
Kaam Kiyon Aati Bhari
Saari Dharti Ko Taari
Shiv Shamboo Jatadhari
Jata Mein Ganga Utari
Kaam Kiyon Aati Bhari
Saari Dharti Ko Taari
Om namas shivaya
Om namas shivaya
Om namas shivaya
Om namas shivaya