Sunday, March 24, 2013

Lambi-Lambi re katar Neelkanth Mandir Mein

Bhakt bhi bhole baba bhole nath ke
Jab-Jab aave bin barsat ke
Bum-Bum ki bhole jai-jaikar, Neelkanth Mandir Mein.
Lambi-Lambi re katar Neelkanth Mandir Mein

Saavan mahine mein mela bharta
Ganga nahavan mein mann karta
Bhar jaave poora Haridwar,Ganga Ji ke Mandir Mein.
Lambi-Lambi re katar Neelkanth Mandir Mein

Chaddani pade jab unchhi chaddai
Bum-Bum bhole ke chadd ja bhai
Chaddane mein lage na vaar, Neelkanth Mandir Mein
Lambi-Lambi re katar Neelkanth Mandir Mein

"Kamal Singh" Dekh raha nazara
Bhole ki daya se chalta guzara
Hardum bole Jai-Jaikar, Neelkanth Mandir Mein 
Lambi-Lambi re katar Neelkanth Mandir Mein.

No comments:

Post a Comment