Wednesday, June 20, 2012

Subah subah le shiv ka naam


Subah subah le shiv ka naam
Karle bande yeh subh kaam
Subah subah le shiv ka naam
Karle bande yeh subh kaam
Subah subah le shiv ka naam
Shiv ayenge teri kaam

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Khud ko raakh lapete phirte
Auron ko dete dhaan dhaam
Khud ko rakh lapete phirte
Auro ko dete dhaan dhaam
Devon ke hith vish pee dala
Neil kant ko koti pranam
Neil kant ko koti pranam

Subah subah le shiv ka naam
Shiv ayenge tere kaam
Subah subah le shiv ka naam
Karle bande yeh subh kaam

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Shiv ke charano mein milte hai
Saare tiraath charo dhaam
Shiv ke charano mein milte hai
Saare tiraath charo dhaam

Karni ka sukh tere haathon
Shiv ke haathon mein parinaam
Shiv ke haathon mein parinaam

Subah subah le shiv ka naam
Shiv ayenge tere kaam
Subah subah le shiv ka naam
Karle bande yeh subh kaam

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Shiv ke rahete kaise chinta
Saath rahe prabhu aatho yam
Shiv ke rahete kaise chinta
Saath rahe prabhu aatho yam
Shiv ko bhajle sukh payega
Maan ko ayega araam

Subah subah le shiv ka naam
Shiv ayenge tere kaam
Subah subah le shiv ka naam
Karle bande yeh subh kaam
Subah subah le shiv ka naam
Shiv ayenge teri kaam

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

No comments:

Post a Comment