Monday, April 23, 2012

Jab Shiva Mandir Ki Ghanti Baje


Jab Jab Ghanti Naad Kare
Lage Ki Shiva Hame Yaad Kare
Jab Jab Ghanti Naad Kare
Lage Ki Shiva Hame Yaad Kare

Jab Shiva Mandir Ki Ghanti Baje
Man Mein Bhakti Ki Jyoti Jage
Fir Akaki Man Gaye
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Jab Shiva Mandir Ki Ghanti Baje
Man Mein Bhakti Ki Jyoti Jage
Fir Akaki Man Gaye
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Shiva Anand Ki Andbhuti Mein Jhoome Antar Saagar
Mann Sagar Ki Lehar-Lehar Mein Muskaye Shiva Shankar
O Shiva Anand Ki Andbhuti Mein Jhoome Antar Saagar
Mann Sagar Ki Lehar-Lehar Mein Muskaye Shiva Shankar
Lehar Tarang Ki Aavan-Javan Bas Yahi Dhun Dhauraye
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Jab Shiva Mandir Ki Ghanti Baje
O Man Mein Bhakti Ki Jyoti Jage
Fir Akaki Man Gaye
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Are Tanmay Hoke Shiv Rasana Ka Paan Karu Mein Nis Din
Antaryami Ashutosh Ke Dhyan Karu Mein Nis Din
O Are Tanmay Hoke Shiv Rasana Ka Paan Karu Mein Nis Din
Antaryami Ashutosh Ke Dhyan Karu Mein Nis Din
O Sakal Jagat Mein Mahamatra Yeh Bas Mere Man Ko Bhaye
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Jab Shiva Mandir Ki Ghanti Baje
Man Mein Bhakti Ki Jyoti Jage
Fir Akaki Man Gaye
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

No comments:

Post a Comment