Wednesday, February 29, 2012

Saanson Ka Sur Mandal Bole Mann Ka Bole Ek Tara Jai Shiva Shankar Kedara

Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Saanson Ka Sur Mandal Bole
Mann Ka Bole Ek Tara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Main Hi Akela Nahi Yeh Kehta
Kehta Hai Yeh Jag Saara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara

Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara

Nar Narayan Ke Jap Tap Se
Tum Kailash Pe Aaye They
Tum Kailash Pe Aaye They
Lakhon Karodon Bhakt Jano Ke
Ghadi Mein Kasht Mitaye They
Ghadi Mein Kasht Mitaye They
Jhoom Khushi Se Yahi Hai Kehti
Nadi Mandakini Ki Dhara
Jai Shiva Shankar Kedara
Saanson Ka Sur Mandal Bole
Mann Ka Bole Ek Tara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara

Shraddha Lagan Se
Jo Bhi Tumhara
Dhyan Mein Do Pal Kho Jata
Dhyan Mein Do Pal Kho Jata
Maha Sati Ke Pati Woh Kankar
Sachcha Moti Ho Jata
Sachcha Moti Ho Jata
Kasht Kaleshon Se Yahan Aake
Paate Dukhiya Chutkara
Jai Shiva Shankar Kedara
Saanson Ka Sur Mandal Bole
Mann Ka Bole Ek Tara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara


Pag Pankaj Se Juda Na Karna
Apne Pyare Bhakton Ko
Apne Pyare Bhakton Ko
Naam Ki Mala Japne Dena
Yahan Tapaswi Santon Ko
Yahan Tapaswi Santon Ko
Unki Nas Nas Andar Bharna
Apni Daya Ka Ujiyara
Jai Shiva Shankar Kedara
Saanson Ka Sur Mandal Bole
Mann Ka Bole Ek Tara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Main Hi Akela Nahi Yeh Kehta
Kehta Hai Yeh Jag Saara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara

Subah Subah Jap Nageshwar Nageshwar Tujhe Kanta Lage Na Kankar

Subah Subah Jap Nageshwar
Nageshwar
Tujhe Kanta Lage Na Kankar
Subah Subah Jap Nageshwar
Nageshwar
Tujhe Kanta Lage Na Kankar
Ho Tujhe Kanta Lage Na Kankar



Nagnath Kaho Nageshwar Ya Kaho Unhe Shiva Shankar
Matlab To In Sab Ka Ek Hai
Ek Hai Sab Ke Ishwar
Logon Ko Sukh Dene Ko Khud Sehte Hai Kasht Bhayankar
Khud Sehte Hai Kasht Bhayankar
Subah Subah Jap Nageshwar
Nageshwar
Tujhe Kanta Lage Na Kankar
Ho Tujhe Kanta Lage Na Kankar


So Priye Bhakt Sa Yaad Kare Jo
Sab Sankat Mit Jaate
Moh Maya Ke Bandhan Taj Kar
Bhav Sagar Tar Jaate
Bade Dayalu Nageshwar Hain
Yeh Sandesh Sunao
Ghar Ghar Yeh Sandesh Sunao
Subah Subah Jap Nageshwar
Nageshwar
Tujhe Kanta Lage Na Kankar
Ho Tujhe Kanta Lage Na Kankar


Sadvichar Mein Shakti Lagao
Bhakti Se Badi Nahi Pooja
Bhagwan Bhakt Ke
Vash Mein Rehte
Shiva Sa Na Daani Koi Duja
Duji Karni Chod Musafir
Tu Jap Le Nageshwar
Bande Tu Jap Le Nageshwar
Subah Subah Jap Nageshwar
Nageshwar
Tujhe Kanta Lage Na Kankar
Subah Subah Jap Nageshwar
Nageshwar
Tujhe Kanta Lage Na Kankar
Ho Tujhe Kanta Lage Na Kankar
Tujhe Kanta Lage Na Kankar
Ho Tujhe Kanta Lage Na Kankar
Tujhe Kanta Lage Na Kankar

Bhaj Hari Om Namah Shivaya

Hari Om
Hari Om 
Hari Om 
Hari Om 
Bhaj Hari Om Namah Shivaya
Bhaj Hari Om Namah Shivaya
Bhaj Hari Om Namah Shivaya
Bhaj Hari Om Namah Shivaya

Tuesday, February 28, 2012

Jab Savere - Savere Khule Aankh To Do Ghadi, Pyar Se Naam Shiva Ka Japo


Jab Savere - Savere Khule Aankh To
Do Ghadi, Pyar Se Naam Shiva Ka Japo
Saara Jeevan Tumhara Savar Jayega
Kaam Bhole Kare Naam Shiva Ka Japo
Dayalu Hai Shiva
Kripalu Hai Shiva

Dayalu Hai Shiva
Kripalu Hai Shiva
 
Daata Wahi
Dhyan Unka Dharo

Jab Savere - Savere Khule Aankh To

Do Ghadi, Pyar Se Naam Shiva Ka Japo
Saara Jeevan Tumhara Savar Jayega
Kaam Bhole Kare Naam Shiva Ka Japo
Dayalu Hai Shiva
Kripalu Hai Shiva
Dayalu Hai Shiva
Kripalu Hai Shiva
 
Daata Wahi
Dhyan Unka Dharo


Jab Savere - Savere Khule Aankh To
Do Ghadi, Pyar Se Naam Shiva Ka Japo

Bhole
Bhole
Bhole
Bholenath

Padega Jab Kabhi Sankat To Bhole Yaad Aayenge
Sukhon Mein Hum Saada Shiva Ko Hamesha Bhool Jayenge
Agar Sukh Mein Bhi Hum Shiva Ka 
Saada Gurgaan Gayenge
Kabhi Dukh Bhi Nahi Hoga, Bure Din Bhi Na Aayenge
Abbhagyaon Se Pare Honge
Chain Sukh Se Bhare Honge
Jab Andhera Udasi Ka Badane Lage
Mann Bhatakane Lage
Naam Shiva Ka Japo
Neela Chand Ka Sir Par
Bhahe Ganga Jatao Mein
Sar Par Chandrama Sohe
Gale Mein Sarp Ki Mala
Jo Pehne Tann Pe Bagambar
Liye Trishul Haaton Mein
Ramaye Bhasm Shivdani
Bhujaye Rudraksh Ki Maala
Yeh Hai Roop Bhole Ka
Subah Jo Dhyan Mein Aaye

Bole Satyam, Shivam, Sundaram Har Subah
Shristhi Shiva Hai Saada
Naam Shiva Ka Japo
Saara Jeevan Tumhara Savar Jayega
Kaam Bhole Kare Naam Shiva Ka Japo
Dayalu Hai Shiva
Kripalu Hai Shiva
Daata Wahi
Dhyan Unka Dharo

Jab Savere - Savere Khule Aankh To
Do Ghadi, Pyar Se Naam Shiva Ka Japo

Nanda Vrat Jo Rakha Hai Tune Uski Mahima Sun To Sakhi

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Nanda Vrat Jo Rakha Hai Tune
Uski Mahima Sun To Sakhi
Is Vrat Ke Fhal Mein Payegi
Tu Apne Sapno Ka Pati 
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Yeh Vrat Aisa Hai Jo Karde Poori Har Abhilasha
Isme Maun Hi Ban Jata Hai Aapne Aap Mein Bhasha
Yeh Vrat Aisa Hai Jo Karde Poori Har Abhilasha
Isme Maun Hi Ban Jata Hai Aapne Aap Mein Bhasha
Nischay Hi Woh Aake Denge Tere Is Jeevan Ko Gati
Tere Is Jeevan Ko Gati
Sun Le Sakhi
Sun Le Sakhi
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Shukla Paksha Ji Chaturdashi Ko Karna Unka Poojan
Rudradev Ko Fhal Phoolon Ka Karna Sakhi Tu Arpan
Shukla Paksha Ji Chaturdashi Ko Karna Unka Poojan
Rudradev Ko Fhal Phoolon Ka Karna Sakhi Tu Arpan
Nateshwar Ko Paa Jayegi Banegi Tu Saubhagyawati
Banegi Tu Saubhagyawati 
Sun Le Sakhi
Sun Le Sakhi
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Nanda Vrat Jo Rakha Hai Tune
Uski Mahima Sun To Sakhi
Is Vrat Ke Fhal Mein Payegi
Tu Apne Sapno Ka Pati 
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Monday, February 27, 2012

Sanson Ki Sargam Pe Dhadkan Yeh Dohraye Om Namah Shivaya

Om Namah Shivaya 
Om Namah Shivaya 
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Sanson Ki Sargam Pe Dhadkan Yeh Dohraye
Om Namah Shivaya 
Om Namah Shivaya 
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Jeevan Mein Kaisa Andhera Hua Hai
Sandeh Ne Humko Ghera Hua Hai
Jeevan Mein Kaisa Andhera Hua Hai
Sandeh Ne Humko Ghera Hua Hai
Mann Panchi Bhagwan Bahut Aaj Ghabraye
Om Namah Shivaya 
Om Namah Shivaya 
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Vishwas Ki Mala Tooti Padi Hai
Bhagwan Sahara De Mushkil Ghadi Hai
Rastha Dekha Rahi Teri Sharan Aaye
Om Namah Shivaya 
Om Namah Shivaya 
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Sanson Ki Sargam Pe Dhadkan Yeh Dohraye
Om Namah Shivaya 
Om Namah Shivaya 
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Man Ke Sab Santap Mitenge Naam Ratenge Jai Shiva Shankar

Man Ke Sab Santap Mitenge
Naam Ratenge
Jai Shiva Shankar
Jai Shiva Shankar Namo Namah
Jai Shiva Shankar Namo Namah
Bhav-Bhandan Ke Paap Katenge
Dukh GhatengeJai Shiva Shankar

Jai Shiva Shankar Namo Namah
Jai Shiva Shankar Namo Namah

Vyarta Umariya Beet Rahi Hai
Jeevan Sarita Suukh Gayi Hai
Dukhi Aatma Shurudh Bahi Hai
Sumir Rahi Hai Jai Shiva Shankar
Dhudhlaya Pratibhim Dharam Ka
Hua Motiyabind Bharam Ka
Yeh Saara Hai Dosh Karam Ka
Man Ke Sab Santap Mitenge
Naam Ratenge
Jai Shiva Shankar
Jai Shiva Shankar Namo Namah
Jai Shiva Shankar Namo Namah

Bhav-Bhandan Ke Paap Katenge
Dukh Ghatenge
Jai Shiva Shankar

Jai Shiva Shankar Namo Namah
Jai Shiva Shankar Namo Namah

Kat Jayenge Har Rashta Hai
Na Kuch Tera Aata Pata Hai
Jan Manas Ki Tu Hi Dash Hai
Kasht Mitaye Hey Shiva Shankar
Jai Shiva Bhole Karta Dharak
Tere Naam Ka Kare Uccharan
Tu Karta Hai Kasht Nivaran
Man Ke Sab Santap Mitenge
Naam Ratenge
Jai Shiva Shankar

Jai Shiva Shankar Namo Namah
Jai Shiva Shankar Namo Namah

Bhav-Bhandan Ke Paap Katenge
Dukh Ghatenge
Jai Shiva Shankar
Jai Shiva Shankar Namo Namah
Jai Shiva Shankar Namo Namah

Man Mati Mand Mud Ati Lobhi
Kunthit Deen Deen Ati Bhoghi
Na Jaane Kab Miloge Jogi
Kripa Hogi Hey Shiva Shankar
Teen Lok Ke Tum Rakhwale
Sabki Vinati Sunne Wale
In Charano Mein Hame Betha De
Man Ke Sab Santap Mitenge
Naam Ratenge
Jai Shiva Shankar

Jai Shiva Shankar Namo Namah
Jai Shiva Shankar Namo Namah

Bhav-Bhandan Ke Paap Katenge
Dukh Ghatenge
Jai Shiva Shankar

Jai Shiva Shankar Namo Namah

Jai Shiva Shankar Namo Namah
Jai Shiva Shankar Namo Namah
Jai Shiva Shankar Namo Namah
Jai Shiva Shankar Namo Namah
Jai Shiva Shankar Namo Namah
Jai Shiva Shankar Namo Namah

Sunday, February 26, 2012

Naam Le Lo Shiva Ka Mite Paap Saare Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare


Naam Le Lo Shiva Ka Mite Paap Saare
Naam Le Lo Shiva Ka 
Hooo Naam Le Lo Shiva Ka Mite Paap Saare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Bhed Nahi Jaane Tere Khel Niyare
Bhed Nahi Jaane
Hooo Bhed Nahi Jaane Tere Khel Niyare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare

Neele Neele Kanth Main Sarpon Ki Mala Hai
Neele Neele Kanth Main
Neele Neele Kanth Main Sarpon Ki Mala Hai
Ang Mein Bhabhuti, Tan Odhe Mrigshaala Hai
Shiva Ji Jatao Mein
Shiva Ji Jatao Mein Ganga Padhare
Shiva Ji Jatao Mein
Shiva Ji Jatao Mein Ganga Padhare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Naam Le Lo Shiva Ka Mite Paap Saare
Naam Le Lo Shiva Ka 
Hooo Naam Le Lo Shiva Ka Mite Paap Saare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare

Kabhi-Kabhi Pehan Ke Chale Yeh Runda Mala Hai
Kabhi-Kabhi Pehan Ke Chale Yeh Runda Mala Hai
Ek Haath Damru aur Dusare Mein Mala Hai
Piye Bhang Nis Din
Ohhh  Piye Bhang Nis Din Yeh Bhola Hamare
Piye Bhang Nis Din
Ohhh Piye Bhang Nis Din Yeh Bhola Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Naam Le Lo Shiva Ka Mite Paap Saare
Naam Le Lo Shiva Ka 
Hooo Naam Le Lo Shiva Ka Mite Paap Saare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare

Maathe Par Chandrama Bhi Karta Ujala Hai
Maathe Par Chandrama Bhi Karta Ujala Hai 
Batate Yeh Amrit, Piye Vish Ka Pyala Hai
Hote Darshan Unko
Hote Darshan Unko Jo Mann Se Pukare
Hote Darshan Unko
Ohh Hote Darshan Unko Jo Mann Se Pukare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare 

Naam Le Lo Shiva Ka Mite Paap Saare
Naam Le Lo Shiva Ka 
Hooo Naam Le Lo Shiva Ka Mite Paap Saare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Bhed Nahi Jaane Tere Khel Niyare
Bhed Nahi Jaane
Hooo Bhed Nahi Jaane Tere Khel Niyare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare
Ajab Roop Dhaare Shiva Ji Hamare

Daya Karo Bholenath Ji Inpe Daya Karo


Daya Karo Bholenath Ji Inpe Daya Karo
Aye Mere Bholenath Ji Inpe Daya Karo

Daya Karo Bholenath Ji Inpe Daya Karo

Daya Karo Bholenath Inpe Daya Karo

Aaya Hoon Mein Sharan Tumhari
Aaya Hoon Mein Sharan Tumhari
Karo Kripa Bhole Bhandari
Karo Kripa Bhole Bhandari
Laaj Meri Tere Haath Ji Inpe Daya Karo
Aye Prabhu Bholenath Ji Inpe Daya Karo

Daya Karo Bholenath Inpe Daya Karo
Aye Prabhu Bholenath Inpe Daya Karo

Har Pal Daata Raah Niharon
Har Pal Daata Raah Niharon
Har Pal Tera Naam Pukaru
Har Pal Tera Naam Pukaru
Hooo Pau Choohu Din Raat Ji Inpe Daya Karo
Aye Mere Bholenath Ji Inpe Daya Karo

Daya Karo Bholenath Inpe Daya Karo
Aye Prabhu Bholenath Inpe Daya Karo

Teeno Lokon Ke Tum Swami
Teeno Lokon Ke Tum Swami
Tum Ho Daata Antaryami
Tum Ho Daata Antaryami
Hooo Jaano Mann Ki Baat Ji Inpe Daya Karo
Aye Mere Bholenath Ji Inpe Daya Karo

Daya Karo Bholenath Inpe Daya Karo
Aye Prabhu Bholenath Inpe Daya Karo

Sabki Bigadi Aap Banate
Sabki Bigadi Aap Banate
Sabka Beeda Paar Lagate
Sabka Beeda Paar Lagate
Hooo Naav Mere Tere Haath Ji Inpe Daya Karo
Aye Mere Bholenath Ji Inpe Daya Karo

Daya Karo Bholenath Inpe Daya Karo
Aye Prabhu Bholenath Inpe Daya Karo

Main Hoon Darshan Ka Abhilashi
Main Hoon Darshan Ka Abhilashi
Aa Jao Baba Kailashi
Aa Jao Baba Kailashi
Aao Gaura Ke Saath Ji Inpe Daya Karo
Aye Mere Bholenath Ji Inpe Daya Karo

Daya Karo Bholenath Inpe Daya Karo
Aye Prabhu Bholenath Inpe Daya Karo

Daya Karo Bholenath Inpe Daya Karo
Aye Prabhu Bholenath Inpe Daya Karo

Saturday, February 25, 2012

Bhole Ki Bhakti Kar Le Beeti Jaye Umariya


Bhole Ki Bhakti Kar Le Beeti Jaye Umariya

Chalo Re Shivdham Chalo Kawariyan
Chalo Re Shivdham Chalo Kawariyan
Bhole Ki Bhakti Kar Le Beeti Jaye Umariya
Chalo Re Shivdham Chalo Kawariyan
Chalo Re Shivdham Chalo Kanwariyan

Jai Jai Shamboo
Jai Jai Shamboo 
Jai Jai Shamboo 
Jai Jai Shamboo 

Bejnath Dham Shiva Ka Bada Hi Nirala
Baithe Hai Shamboo Wahan Ban Ke Kripala
Bejnath Dham Shiva Ka Bada Hi Nirala
Baithe Hai Shamboo Wahan Ban Ke Kripala
Gangajal Bhar Ke Kawariyan Chalo Re
Shiva Ko Chadha Ke Mann Nirmal Karo Re
Shiva Ko Chadha Ke Mann Nirmal Karo Re 
Bhakti Ke Marg Chalana Prani Chod Na Dagariyan
Bhakti Ke Marg Chalana Prani Chod Na Dagariyan
Chalo Re Shivdham Chalo Kawariyan 
Chalo Re Shivdham Chalo Kawariyan 

Chalte-Chalte Thak Jayo To Shiva Ko Pukaro
Shiva Hi Rasta Paar Karenge Shiva Ke Gun Gao
Darshan Denge Shiva Apne Shivalay
Baithe Hai Bholebaba Apne Divalay
Bhatak Na Mere Manwa Tu Maya Ki Bazariyan
Bhatak Na Mere Manwa Tu Maya Ki Bazariyan
Chalo Re Shivdham Chalo Kawariyan 
Chalo Re Shivdham Chalo Kawariyan 

Jai Jai Shamboo
Jai Jai Shamboo
Jai Jai Shamboo
Jai Jai Shamboo

Dwadarsha Jyotirlingon Mein Yeh Pawan Isthan Hai 
Darshan Ke Abhilashi Pate Shubh Vardan Hai
Dwadarsha Jyotirlingon Mein Yeh Pawan Isthan Hai 
Darshan Ke Abhilashi Pate Shubh Vardan Hai
Jo Bhi Bhakti Karte Unke Bante Saare Kaam Hai
Shamboo Unko Apna Karke Dete Shivdham Hai
Shamboo Unko Apna Karke Dete Shivdham Hai
Dhyan Mein Shiva Ka, Kar Shankar Chal Shiva Ki Nagariya
Dhyan Mein Shiva Ka, Kar Shankar Chal Shiva Ki Nagariya 
Chalo Re Shivdham Chalo Kawariyan 
Bhole Ki Bhakti Kar Le Beeti Jaye Umariya
Chalo Re Shivdham Chalo Kawariyan
Bhole Ki Bhakti Kar Le Beeti Jaye Umariya
Chalo Re Shivdham Chalo Kawariyan
Chalo Re Shivdham Chalo Kawariyan 
Chalo Re Shivdham Chalo Kawariyan 

Bum Bum Bhole
Bum Bum Bhole 
Bum Bum Bhole 
Bum Bum Bhole

Shiva Ka Naam Japo Sansari

Shiva Ka Naam Japo Sansari
Shiva Ka Naam Japo Sansari
Patit Pavani, Paap Nashini
Patit Pavani, Paap Nashini
Jisne Ganga Sir Mein Dhari
Jisne Ganga Sir Mein Dhari
Shiva Ka Naam Japo Sansari
Shiva Ka Naam Japo Sansari

Sagar Manthan Ke Prathifhal Se Ghor Halalal Nikala Jal Se
Sagar Manthan Ke Prathifhal Se Ghor Halalal Nikala Jal Se
Shankh Utha Ke Pee Gaye Shankar
Neelkanth Ban Gaye Tripurari
Shiva Ka Naam Japo Sansari
Shiva Ka Naam Japo Sansari

Kaam Dev Ne Baan Chalaye Shankar Ke Mann Kaam Samaye
Kaam Dev Ne Baan Chalaye Shankar Ke Mann Kaam Samaye
Netra Teesari Khol Ke Shiv Ne Wahi Badan Ki Rakh Bana Di
Shiva Ka Naam Japo Sansari
Shiva Ka Naam Japo Sansari

Jab Ganga Ko Laaye Bhagirath Kaun Dikhaye Use Bhoomi Par
Jab Ganga Ko Laaye Bhagirath Kaun Dikhaye Use Bhoomi Par
Jab Koi Dharan Kar Na Paya, Jata Mein Usko Shiv Ne Dhari
Shiva Ka Naam Japo Sansari
Shiva Ka Naam Japo Sansari
Patit Pavani, Paap Nashini
Patit Pavani, Paap Nashini
Jisne Ganga Sir Mein Dhari
Jisne Ganga Sir Mein Dhari
Shiva Ka Naam Japo Sansari
Shiva Ka Naam Japo Sansari

Friday, February 24, 2012

Ho Manwa Re Bhaj Le Oh Bhaj Le Shiv Shankar Abhinashi

Har Har Mahadev Shamboo
Kashivishwanath Gange
Hoooooooo Manwa Re Bhaj Le 
Oh Bhaj Le
Tu Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi
Hoooooooo Manwa Re Bhaj Le 
Oh Bhaj Le
Oh Bhaj Le
Tu Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi
Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi 
Bhavsagar Se Taare Unko
Bhavsagar Se Taare Unko
Jo Jan Sevar Kashi
Ho Manwa Re Bhaj Le 
Bhaj Le
Oh Bhaj Le
Oh Bhaj Le
Tu Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi
Oh Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi
Har Har Mahadev Shamboo
Kashivishwanath Gange

Parvati Pati Aughardhani Hai Bhole Bhandari
Hai Bhole Bhandari
Dhan Sampadha Lutate Jag Ko Aap Baghambhardhari
Aap Baghambhardhari
Bhakton Ko De De Mehal Aatari
Bhakton Ko De De Mehal Aatari
Aap Masaan Ke Wasi
Aap Masaan Ke Wasi
Bhaj Le
Oh Bhaj Le
Oh Bhaj Le
Tu Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi
Oh Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi

Ganga Ji Ko Jata Mein Lekar Fir Dharti Mein Utara
Fir Dharti Mein Utara
Har Har Gange Jai Maa Gange Bol Utha Jag Saara
Har Har Gange Jai Maa Gange
Har Har Gange Jai Maa Gange Bol Utha Jag Saara
Bol Utha Jag Saara
Dhyan Ho Gai, Tript Ho Gai
Dhyan Ho Gai, Tript Ho Gai Jo Dharti Thi Pyasi
Jo Dharti Thi Pyasi
Bhaj Le
Oh Bhaj Le
Oh Bhaj Le
Tu Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi
Oh Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi
Har Har Mahadev Shamboo
Kashivishwanath Gange

Nirmal Jal Aur Bail Patra Se Shiv Pooja Ho Jaati
Shiv Pooja Ho Jaati
Shankar Ji Ki Bhakti Sehaj Mann Ka Santap Mitati
Mann Ka Santap Mitati
Chand Molish Mann Mein Ho To
Chand Molish Mann Mein Ho To Nit Hai Puranmashi
Nit Hai Puranmashi
Bhaj Le
Oh Bhaj Le
Oh Bhaj Le
Tu Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi
Oh Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi
Ho Manwa Re Bhaj Le 
Oh Bhaj Le
Tu Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi
Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi 
Bhavsagar Se Taare Unko
Bhavsagar Se Taare Unko
Jo Jan Sevar Kashi
Ho Manwa Re Bhaj Le 
Bhaj Le
Oh Bhaj Le
Oh Bhaj Le
Tu Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi
Oh Bhaj Le
Shiv Shankar Abhinashi

Jai Shiva Shankar, Jai Shiva Shankar, Jai Shankar Bhole Sab Devon Mein Dev Nirale Jai Bam Bam Bhole

Jai Shankar Bhole
Jai Shankar Bhole
Jai Shankar Bhole
Jai Shankar Bhole

Jai Shiva Shankar, Jai Shiva Shankar, Jai Shankar Bhole
Sab Devon Mein Dev Nirale Jai Bam Bam Bhole

Jai Shiva Shankar, Jai Shiva Shankar, Jai Shankar Bhole
Sab Devon Mein Dev Nirale Jai Bam Bam Bhole

Mahadev Tune Hi To Sab Devo Ka Santaap Hara
Sagar Manthan Mein Niklaa Vish Tune Apane Kant Dhara
Mahadev Tune Hi To Sab Devo Ka Santaap Hara
Sagar Manthan Mein Nikla Vish Tune Apne Kant Dhara
Isiliye Har Prani Tujhko Neelkantha Bole
Sab Devo Mein Dev Nirale Jai Bam Bam Bhole 

Jai Shiva Shankar, Jai Shiva Shankar, Jai Shankar Bhole
Sab Devo Mein Dev Nirale Jai Bam Bam Bhole

Tere Naam Aneko Baba Teri Mahima Nyari
Tere Bheda Anoke Sabse Kya Jaane Sansari
Tere Naam Aneko Baba Teri Mahima Nyari
Tere Bheda Anoke Sabse Kya Jaane Sansari
Tuhi Hai Kailashapati Tu Parvat Par Dole
Sab Devo Mein Dev Nirale Jai Bam Bam Bhole

Jai Shiva Shankar, Jai Shiva Shankar, Jai Shankar Bhole
Sab Devo Mein Dev Nirale Jai Bam Bam Bhole

Shish Tumhari Ganga Maiya, Chandra Shikar Pe Sohe
Tan Pe Sarte Vicharte Rahete Bhaktho Ke Man Mohe
Shish Tumhari Ganga Maiya, Chandra Shikar Pe Sohe
Tan Pe Sarte Vicharte Rahete Bhaktho Ke Man Mohe
Usko Kaisa Kashta Jagat Me Naam Tera Jo Le 
Sab Devo Mein Dev Nirale Jai Bam Bam Bhole

Jai Shiva Shankar, Jai Shiva Shankar, Jai Shankar Bhole
Sab Devon Mein Dev Nirale Jai Bam Bam Bhole

Jai Shiva Shankar, Jai Shiva Shankar, Jai Shankar Bhole
Sab Devon Mein Dev Nirale Jai Bam Bam Bhole

Jai Shiva Shankar, Jai Shiva Shankar, Jai Shankar Bhole
Sab Devon Mein Dev Nirale Jai Bam Bam Bhole

Thursday, February 23, 2012

Mujhe Darshan Diya Mujhe Darshan Diya


Bhole Shankar Bhole
Tujhe Pooje Duniya Saari Re
Teeno Lok Mein Bhole
Teri Mahima Nyari Re
Bhole Shankar Bhole
Tujhe Pooje Duniya Saari Re
Darshan Diya
Mujhe Darshan Diya
Darshan Diya
Mujhe Darshan Diya
Shiv Shankar Mujhse Aan Mile
Pal Bhar Mein Mere Bhagya Khule
Teeno Lok Ke Nath Ne Darshan Diya
Mujhe Darshan Diya
Oh Mujhe Darshan Diya

Shiv Shankar Mujhse Aan Mile
Pal Bhar Mein Mere Bhagya Khule
Teeno Lok Ke Nath Ne Darshan Diya
Bhole Shankar Bhole
Tujhe Pooje Duniya Saari Re
Teeno Lok Mein Bhole
Teri Mahima Nyari Re

Bholi Bhali Surat Wale
Woh Tej Bhari Murat Wale
Ek Haath Mein Unke Damroo Tha
Haan Unki Chaavi Mein Jaado Tha
Bholi Bhali Surat Wale
Woh Tej Bhari Murat Wale
Ek Haath Mein Unke Damroo Tha
Haan Unki Chaavi Mein Jaado Tha
Dekh Liya
Oh Maine Dekh Liye
Mujhe Darshan Diya
Oh Mujhe Darshan Diya
Shiv Shankar Mujhse Aan Mile
Pal Bhar Mein Mere Bhagya Khule
Teeno Lok Ke Nath Ne Darshan Diya
Bhole Shankar Bhole
Tujhe Pooje Duniya Saari Re
Teeno Lok Mein Bhole
Teri Mahima Nyari Re

Vish Ko Amrit Karne Wale
Woh Roop Naye Bharne Wale
Thi Saath Mein Unke Parvati
Aaradh Mere Mann Ki Devi
Vish Ko Amrit Karne Wale
Woh Roop Naye Bharne Wale
Thi Saath Mein Unke Parvati
Aaradh Mere Mann Ki Devi
Dekha Kiya
Oh Main To Dekha Kiye
Mujhe Darshan Diya
Oh Mujhe Darshan Diya
Shiv Shankar Mujhse Aan Mile
Pal Bhar Mein Mere Bhagya Khule
Teeno Lok Ke Nath Ne Darshan Diya
Bhole Shankar Bhole
Tujhe Pooje Duniya Saari Re
Teeno Lok Mein Bhole
Teri Mahima Nyari Re

Pehle To Sar Par Haath
Fir Mujhko Ashirwad Diya
Gir Gaya Mein Unke Charano Mein
Shiva Ji Ne Uthaya Baahon Mein

Pehle To Sar Par Haath
Fir Mujhko Ashirwad Diya
Gir Gaya Mein Unke Charano Mein
Shiva Ji Ne Uthaya Baahon Mein
Aaisa Hua
Haan Aaisa Hua

Mujhe Darshan Diya
Oh Mujhe Darshan Diya
Shiv Shankar Mujhse Aan Mile
Pal Bhar Mein Mere Bhagya Khule
Teeno Lok Ke Nath Ne Darshan Diya
Bhole Shankar Bhole
Tujhe Pooje Duniya Saari Re
Teeno Lok Mein Bhole
Teri Mahima Nyari Re

Wednesday, February 22, 2012

Shiv Charno Mein Bande Dhyan Dhar Le Om Namas Shivaya Raspaan Kar Le Re


Shiv Charno Mein Bande Dhyan Dhar Le
Om Namas Shivaya Raspaan Kar Le Re
Tere Har Vipdaye Bholenath Har Le
Tere Har Vipdaye Bholenath Har Le 

Shiv Charno Mein Bande Dhyan Dhar Le
Om Namas Shivaya Raspaan Kar Le
Tere Har Vipdaye Bholenath Har Le
Tere Har Vipdaye Bholenath Har Le

Chalo Shivdham Pyare Kanwar Saja Ke
Chalo Shivdham Pyare Kanwar Saja Ke 
Chalo Jal Bhar Ke Bhole Ko Manaa Ke
Chalo Jald Bhar Ke Bhole Ko Manaa Ke 
Mahadev Ka Tu Gurgaan Kar Le
Mahadev Ka Tu Gurgaan Kar Le Re
Tere Har Vipdaye Bholenath Har Le
Tere Har Vipdaye Bholenath Har Le

Shiv Ne Hi Saara Yeh Jagat Banaya
Shiv Ne Hi Saara Yeh Jagat Banaya 
Har Karn-Karn Mein Hai Woh Hi Samaya
Mushkil Raahein Aasan Kar Le
Mushkil Raahein Aasan Kar Le Re
Tere Har Vipdaye Bholenath Har Le
Tere Har Vipdaye Bholenath Har Le

Devon Ke Hit Vish Piya Bholenath Ne
Devon Ke Hit Vish Piya Bholenath Ne 
Nij Bhakton Ko Var Diya Bholenath Ne
Sumiran Tu Uska Aathoyaam Kar Le
Sumiran Tu Uska Aathoyaam Kar Le Re
Tere Har Vipdaye Bholenath Har Le
Tere Har Vipdaye Bholenath Har Le

Monday, February 20, 2012

Om Namas Shivaye Om Namas Shivaye Har Har Bhole Namas Shivaye


Om Namas Shivaye Om Namas Shivaye 
Har Har Bhole Namas Shivaye

Rameshwaraye Shiva Rameshwaraye
Har Har Bhole Namas Shivaye

Gangadharaye Shiva Gangadharaye
Har Har Bhole Namas Shivaye

Jatadharaye Shiva Jatadharaye 
Har Har Bhole Namas Shivaye

Om Namah Shivaya

‎       ,-"'"-,
      | === l
 __ | OM  |______
{__~~_~_~~_~__}

Om Namah Shivaya

Sunday, February 19, 2012

SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE

SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE
SHIVA KE NAAM KA JAAP KARO YEH SABKE SANKAT HAARI RE
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE 
NYARI RE NYARI 
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE

GANGA BAHE JATA SE JINKE 
SUKH SABKO WOH PRADAN KARE
GANGA BAHE JATA SE JINKE 
SUKH SABKO WOH PRADAN KARE
USKI NAIYA PAAR LAGE
HAR PAL JO SHIVA KA DHYAN DHARE
SHIV SHANKAR KE TEJ SE SAARI
SHIV SHANKAR KE TEJ SE SAARI 
DHARTI HAI UJIYARI RE
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE
NYARI RE NYARI 
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE

SHRADDHA SE SUMIRAN KAR SHIVA KA JO BHI INHE PUKAREGA
SHRADDHA SE SUMIRAN KAR SHIVA KA JO BHI INHE PUKAREGA 
BEH SE MUKTI PAYEGA WOH APNE BHAGYA SAVAREGA
BHAKT JANO KE TAN MANN DHAN SAB 
BHAKT JANO KE TAN MANN DHAN SAB KUCH IN PAR BALIHARI RE
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE
NYARI RE NYARI 
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE

TEENO LOK MEIN SHIVA KI CHARCHA, SHIVA KA DANKA BAAJE RE
TEENO LOK MEIN SHIVA KI CHARCHA, SHIVA KA DANKA BAAJE RE
DHARTI, AMBAR, PAWAN JAHAN BHI DEKHO SHIVA HAI VIRAJE RE
JAG KI DOOR LIYE HAATON MEIN
JAG KI DOOR LIYE HAATON MEIN BAITHE JAG ADHIKAARI RE
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE
NYARI RE NYARI 
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE

SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE
SAB MILKE GAO
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE
SHIVA KE NAAM KA JAAP KARO YEH SABKE SANKAT HAARI RE
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE
NYARI RE NYARI 
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE
SAB MILKE GAO
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE
GAO RE GAO
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE 
SAB MILKE GAO
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE
TAN MAY HO GAO
SHANKAR JI KI MAHIMA SABSE NYARI RE