Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Man Shiv Mein Aise Rama Hai
Yeh Bhool Gaye Hum Kahan Hai
Saara Jag Shivmaye Dikhata
Saara Jag Shivmaye Dikhata
Ambar Shiv
Dharti Maa Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Jab Dhyan Mein Aate Hai Shiv Ji
Mujhe Adbhut Shanti Milti Hai
Main Dhikla Nahi Sakta Jag Ko
Jo Mann Mein Jyoti Jalti Hai
Jab Bhool Koi Ho Jati Hai
Shiv Karte Mujhko Kshama Hai
Saara Jag Shivmaye Dikhata
Ambar Shiv
Dharti Maa Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Shiv Bhakti Ka Anand Madhur
Koi Bal, Val Chal Naa Paate Hai
Yeh Woh Hi Jaane Bhakt Yahaan
Jo Shambhoomaye Ho Jaate Hai
Jaisi Murat Mann Mein Dikhati Hai - 2
Uski Na Koi Upma Hai
Saara Jag Shivmaye Dikhata
Ambar Shiv
Dharti Maa Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Shiv Ki Udarata Ati Mahan
Jo Puje Woh Pa Jaate Hai
Jis Pe Ho Shiv Shamboo Ki Kripa
Woh Prani Amar Phal Paate Hai
Bhakton Ke Liye Ban Baithe Shiv
Prashan Ki Ek Pratima Hai
Saara Jag Shivmaye Dikhata
Ambar Shiv
Dharti Maa Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
Mann Shiv Mein Aise Rama Hai
No comments:
Post a Comment