Saturday, March 31, 2012

Nissar Yahan Sansar Mein Shiva Naam Keval Saar hai

Nissar Yahan Sansar Mein Shiva Naam Keval Saar hai
Shiv Shakti Hai 

Shiv Bhakti Hai
Shiv Mukti Ka Aadhar Hai
Damru Pani Shool Dhari Hey Nataraja Namoh Namoh (2)

Hara Hara Bhole Shankara Nataraj Shubhakara
Shashi Shekhara Tripura Hara Om
Om Hara Om Shiva Om
Hara Hara Hara Hara Om.

Namah Shivaya (3) 
Om Namah Shivaya
Chandra Shekhara Namah Shivaya
Nandi Vahana Namah Shivaya
Girija Manohara
Shashi Shekhara Tripura Hara OM
Hara Hara Bhole...
Om Namah Shivaya (4)
Om Hara Om Shiva Om Hara Hara Hara
Hara Om...

Friday, March 30, 2012

Bhole Baba Ka Dhyan Dhare Sacche Man Se Gurgaan Kare


Bhole Baba Ka Dhyan Dhare
Bhole Baba Ka Dhyan Dhare
Sacche Man Se Gurgaan Kare
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya

Bhole Baba Ka Dhyan Dhare
Bhole Baba Ka Dhyan Dhare
Sacche Man Se Gurgaan Kare
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya

Bhole Baba Ka Dhyan Dhare

Satya Sanatan, Shiva Hai Sundar
Ghat-Ghat Mein Hai Shiva Ka Manjar
Hai Tripurari Naath Hamare
Har Pal Hai Veh Saath Hamare
Shiva Darshan Murat Paan Kare
Sacche Mann Se Gurgaan Kare
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya

Bhole Baba Ka Dhyan Dhare

Bhakti Kalsho Mein Hum Bhar Le
Shraddha Ka Ganga Jal Pawan
Dudh Se Shiva Ko Ishnan Karaye
Shiva May Kar Le Saara Jeevan
Vilabh Ke Shiva Par Paan Dhare
Sacche Man Se Gurgaan Kare
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya

Bhole Baba Ka Dhyan Dhare

Chaudan Bhuwano Ke Hai Swami
Hai Shiva Shankar Antaryami
Aadi Ajanma Hai Jagdeshwar
Param Dayalu Hai Parmeshwar
Har Santap Sabhi Ke Hare
Sacche Man Se Gurgaan Kare
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya

Bhole Baba Ka Dhyan Dhare

Sacche Man Se Gurgaan Kare
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya
Bolo Om Namah Shivaya

Thursday, March 29, 2012

Bhole Ki Jai Jai Shiva Ji Ki Jai Jai


Bhole Ki Jai Jai
Shiva Ji Ki Jai Jai
Bhole Ki Jai Jai
Shiva Ji Ki Jai Jai
Parvati Pati Shiva Ji Ki Jai Jai

Bhole Ki Jai Jai
Shiva Ji Ki Jai Jai
Bhole Ki Jai Jai
Shiva Ji Ki Jai Jai
Parvati Pati Shiva Ji Ki Jai Jai

Wednesday, March 28, 2012

Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho Shiva Mandir Mein Shaam Ho


Om
Om
Om 
Om

Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho
Shiva Karuna Ki Chaiya Mein
Shaam Dhale Vishram Ho

Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho
Shiva Karuna Ki Chaiya Mein
Shaam Dhale Vishram Ho

Saanson Ki Lehtaal Pe Meri Bhakti Shiva - Shiva Gaye Ho
Shiv Deewani Rashana Ko Koi Duji Reet Na Bhaye
Jab Tak Jeevan Jyot Jale Meri Honton Pe Shiva Naam Ho
Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Bol Ke Palkhein Kholu
Shiva Sagar Mein Isnaan Karun Main
Hirday Ka Darpan Dholu
Mooh-Maya Se Door Rahu Mein
Sharaddha Meri Niskaam Ho
Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho

Kaal Ka Beh Na Ho Man Mein
Mera Ant Samay Jab Aaye Ho
Shiv Murat Ho Nainon Mein 
Shiva Dhaam Yeh Aata Jaye
Jahan Mile Shiva Ka Dera Hai
Wahi Par Mera Dhaam Ho
Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho
Shiva Karuna Ki Chaiya Mein
Shaam Dhale Vishram Ho

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Tuesday, March 27, 2012

Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai O Bhole Tere Dware Aa Pade Hai

Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai
O Bhole Tere Dware Aa Pade Hai

Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai
O Bhole Tere Dware Aa Pade Hai

Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai
O Bhole Tere Dware Aa Pade Hai

Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai
O Baba Tere Dware Aa Pade Hai

Bhagat Ke Dil Ko Yun Na Todh Dena
Bhagat Ke Dil Ko Yun Na Todh Dena
Mera Saath Prabhu Na Chhod Dena
Bahut Hiiiiiii
Bahut Hi
Gum Ke Maare Aa Pade Hai
Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai
Aye Bhole Tere Dware Aa Pade Hai

Hume Bhi Apni Sewa Mein Laga Lo
Charan Ka Apne Sewak Tum Bana Lo
Hume Bhi Apni Sewa Mein Laga Lo
Charan Ka Apne Sewak Tum Bana Lo
Jagat Seeeeeeee
Jagat Se Besahare Aa Pade Hai
Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai
Aye Baba Tere Dware Aa Pade Hai

Fhasi Hai Naav "Sharma" Ki Nikalo
Fhasi Hai Naav "Sharma" Ki Nikalo
Sahara Dekar "Lakkha" Ko Bacha Lo
Lo Jholiiii
Lo Jholi Ko Pasare Aa Pade Hai
Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai
O Bhole Tere Dware Aa Pade Hai
Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai
O Bhole Tere Dware Aa Pade Hai
Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai
Aye Bholeeeeee Tere Dware Aa Pade Hai
Aye Bholeeeeee Tere Dware Aa Pade Hai

Monday, March 26, 2012

Chale Jhum Ke Shiv Ki Nagaria Nachate Chum Chum Chum


Oh Dhoop Ya Barse Badariya
Kabhi Darate Nahi Kawariyan
Bolo Re Dekho Bum Bum Bum
Chale Jhum Ke Shiv Ki Nagaria
Chale Jhum Ke Shiv Ki Nagaria 
Nachate Chum Chum Chum
Nachate Chum Chum Chum 
Oh Dhoop Ya Barse Badariya
Kabhi Darate Nahi Kawariyan
Bolo Re Dekho Bum Bum Bum
Bum Bum
Chale Jhum Ke Shiv Ki Nagaria
Chale Jhum Ke Shiv Ki Nagaria 
Nachate Chum Chum Chum
Nachate Chum Chum Chum

Prem Se Kanwar Sab Ne Banai
Oh Ohh Ohh Ohhh
Prem Se Kanwar Sab Ne Banai
Bole Ke Bum Kanwar Yeh Uthai
Dekho Re Bhai
Bole Ke Bum Kanwar Yeh Uthai 
Prem Se Kanwar Sab Ne Banai 
Bole Ke Bum Kanwar Yeh Uthai 
Dekho Re Bhai 
Bole Ke Bum Kanwar Yeh Uthai 
Kanwar Mein Jal Ki Gagariya
Nahi Thakate Hai Kadam
Chale Jhum Ke Shiv Ki Nagaria
Chale Jhum Ke Shiv Ki Nagaria 
Nachate Chum Chum Chum
Nachate Chum Chum Chum
Nachate Chum Chum Chum

Koi Jaye Kashi, Koi Baidyanath Jayega
Oh Ohh Ohh Ohhh
Koi Jaye Kashi, Koi Baidyanath Jayega 
Koi Somnath Jakar Shiv Shiv Dhiyayega
Shiv Ko Rijhayega
Shiv Ko Rijhayega
Shiv Ko Rijhayega
Shiv Ko Rijhayega
Koi Jaye Kashi, Koi Baidyanath Jayega 
Koi Somnath Jakar Shiv Shiv Dhiyayega
Shiv Ko Rijhayega
Shiv Ko Rijhayega
Shiv Ko Rijhayega
Shiv Ko Rijhayega
Chahe Kitni Kathin Ko Dagariya
Chahe Kitni Kathin Ko Dagariya 
Kawariyon Ka Josh Na Ho Kam
Chale Jhum Ke Shiv Ki Nagaria
Chale Jhum Ke Shiv Ki Nagaria 
Nachate Chum Chum Chum
Nachate Chum Chum Chum

Laye Jo Ganga Jal Woh Pindi Ko Chadayenge
Oh Ohh Ohh Ohhh
Laye Jo Ganga Jal Woh Pindi Ko Chadayenge
Mile Ke Isnaan Bhole Baba Ko Karayenge
Darshan Payenge
Darshan Payenge 
Darshan Payenge 
Laye Jo Ganga Jal Woh Pindi Ko Chadayenge
Mile Ke Isnaan Bhole Baba Ko Karayenge
Darshan Payenge
Darshan Payenge 
Darshan Payenge
Shiv Lenge Sabhi Ki Khabariyan
Kar Denge Daya Ke Nagariyan
Safal Hoga Yeh Janam
Chale Jhum Ke Shiv Ki Nagaria 
Chale Jhum Ke Shiv Ki Nagaria 
Nachate Chum Chum Chum
Nachate Chum Chum Chum

Sunday, March 25, 2012

Shivoham - Bhanu Didi


Shivoham Shivoham Shiva Swaroopoham
Nityoham Shuddhoham Buddhoham Muktoham
Shivoham Shivoham Shiva Swaroopoham
Advaitamananda Roopam Aroopam
Brahmoham Brahmoham Brahma Swaroopoham
Chidoham Chidoham Satchidanandoham

Saturday, March 24, 2012

Kar Dega Bhav Paar Shiva Damroo Wala


Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 
Om Namah Shivaya
Tan Mann Mera Hua Shivala
Jap Se Dera Shiva Ne Dala
Tan Mann Mera Hua Shivala
Jap Se Dera Shiva Ne Dala
Fheru Shiva Ke Naam Ki Mala
Fheru Shiva Ke Naam Ki Mala 
Mera Palanhaar
Hai Damroo Wala
Damroo Wala 
Shiva Damroo Wala
Damroo Wala 
Kar Dega Bhav Paar Shiva Damroo Wala
Mera Palanhaar
Hai Damroo Wala

Jab Se Mili Shiva Bhakti Ki Chaaya
Ho Gai Kundan Meri Kaaya
Shiva Ki Hai Maya
Jab Se Mili Shiva Bhakti Ki Chaaya
Ho Gai Kundan Meri Kaaya
Shiva Ki Hai Maya
Shiv Sumiran Ka 
Pi Kar Pyala
Kaam Krodh Ki 
Bhuj Gai Jwala
Shiv Sumiran Ka 
Pi Kar Pyala
Kaam Krodh Ki 
Bhuj Gai Jwala
Fheru Shiva Ke Naam Ki Mala
Fheru Shiva Ke Naam Ki Mala 
Mera Palanhaar
Hai Damroo Wala
Damroo Wala 
Shiva Damroo Wala
Damroo Wala 
Kar Dega Bhav Paar Shiva Damroo Wala
O Mera Palanhaar
Shiva Damroo Wala

Pee Li Jab Shiva Naam Ki Buti
Lagane Lagi Yeh Duniya Jhooti
Pee Li Jab Shiva Naam Ki Buti
Lagane Lagi Yeh Duniya Jhooti
Duniya Jhooti
Man Masti Mein 
Hai Matwala
Hai Mite Andhere
Hua Ujala
Man Masti Mein 
Hai Matwala
Hai Mite Andhere
Hua Ujala
Fheru Shiva Ke Naam Ki Mala
Fheru Shiva Ke Naam Ki Mala 
Sunta Sada Pukar
Shiva Damroo Wala
Damroo Wala 
Shiva Damroo Wala
Damroo Wala 
Kar Dega Bhav Paar Shiva Damroo Wala
O Mera Palanhaar
Hai Damroo Wala

Das Mujhe Apna Banaya Bholenath Ne
Soyi Thi Yeh Aatma Jagaya Bholenath Ne
Jagaya Bholenath Ne
Das Mujhe Apna Banaya Bholenath Ne
Soyi Thi Yeh Aatma Jagaya Bholenath Ne
Jagaya Bholenath Ne
Param Dayalu
Bhola Bhala
Tera Har Ek Sankal Tala
Jagaya Bholenath Ne
Param Dayalu
Bhola Bhala
Tera Har Ek Sankal Tala
Fheru Shiva Ke Naam Ki Mala
Fheru Shiva Ke Naam Ki Mala 
Mera Palanhaar
Hai Damroo Wala
Damroo Wala 
Shiva Damroo Wala
Damroo Wala 
Kar Dega Bhav Paar Shiva Damroo Wala
O Mera Palanhaar
Hai Damroo Wala
Kar Dega Bhav Paar Shiva Damroo Wala
Kar Dega Bhav Paar Shiva Damroo Wala

Friday, March 23, 2012

Jago Bholenath Suno Arz Hamari Raksha Karo Hamari Jatajut Gangdhari


Jago Re Jago Re
Jago Re Jago Re 
Jago Bholenath Suno Arz Hamari
Jago Bholenath Suno Arz Hamari
Raksha Karo Hamari Jatajut Gangdhari 
Raksha Karo Hamari Jatajut Gangdhari 
Jago Bholenath Suno Arz Hamari 
Jago Bholenath Suno Arz Hamari 

Dabi Ja Rahi Hai Paapon Se Dharti Maa Bechari
Dabi Ja Rahi Hai Paapon Se Dharti Maa Bechari
Netra Teesara Kholo Ab To Mahakal Tripurari
Netra Teesara Kholo Ab To Mahakal Tripurari
Rajya Adharmi Karte Jag Pe
Rajya Adharmi Karte Jag Pe 
Nirdhan Tere Pujari
Jago Bholenath Suno Arz Hamari 
Jago Bholenath Suno Arz Hamari
Raksha Karo Hamari Jatajut Gangdhari 
Raksha Karo Hamari Jatajut Gangdhari 
Hey Jago Bholenath Suno Arz Hamari 
Jago Bholenath Suno Arz Hamari 

Jago Re Jago Re
Jago Re Jago Re
Vishwanath Apni Karuna Ka Amrit Hame Pila Do
Vishwanath Apni Karuna Ka Amrit Hame Pila Do
Apne Shri Charano Mein Yeh Sarveshwar Hame Jagah Do
Apne Shri Charano Mein Yeh Parmeshwar Hame Jagah Do
Kaam Krodh Ke Jaal Mein Uljhi
Kaam Krodh Ke Jaal Mein Uljhi
Hai Yeh Duniya Saari
Jago Bholenath Suno Arz Hamari
Jago Bholenath Suno Arz Hamari
Raksha Karo Hamari Jatajut Gangdhari 
Raksha Karo Hamari Jatajut Gangdhari 
Jago Bholenath Suno Arz Hamari 
Jago Bholenath Suno Arz Hamari

Bhagirath Ke Purkho Ka Jaise Uddhar Kiya Tha
Bhagirath Ke Purkho Ka Jaise Uddhar Kiya Tha
Lakar Ganga Swarg Se Tumne Jeevan Daan Diya Tha
Lakar Ganga Swarg Se Tumne Jeevan Daan Diya Tha
Door Hamari Chinta Kar Do
Door Hamari Chinta Kar Do
Dukh Bhanjan Behhari
Jago Bholenath Suno Arz Hamari
Jago Bholenath Suno Arz Hamari
Raksha Karo Hamari Jatajut Gangdhari 
Raksha Karo Hamari Jatajut Gangdhari 
Jago Bholenath Suno Arz Hamari 
Jago Bholenath Suno Arz Hamari
Oh Jago Bholenath Suno Arz Hamari
Jago Bholenath Suno Arz Hamari
Jago Bholenath Suno Arz Hamari 
Jago Bholenath Suno Arz Hamari
Jago Bholenath Suno Arz Hamari
Jago Bholenath Suno Arz Hamari 
Jago Bholenath Suno Arz Hamari

Thursday, March 22, 2012

Shiva Naam Ki Ganga Mein Gote Lagaye Ja

Shiva Naam Ki Ganga Mein Gote Lagaye Ja
Maan Mera Kehna Mahima Bhole Ki Gaaye Ja
Yeh Mantra Kashton Se Bachaye
Japo Om Namah Shivaya
Hari Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 
Bolo
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 
Bolo
Om Namah Shivaya

Shiva Naam Ki Ganga Mein Gote Lagaye Ja 
Yeh Mantra Kashton Se Bachaye
Japo Om Namah Shivaya
Hari Om Namah Shivaya
Dev Bhi Nis Din Shiva Ko Dhiyaye
Mahadev Ka Dhyan Lagaye
Om Namah Shivaya
Namoh Hari Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Namoh Hari Om Namah Shivaya

Dev Bhi Nis Din Shiva Ko Dhiyaye
Mahadev Ka Dhyan Lagaye
Shiva - Shiva Gaaye Sabhi Dishaye
Shiva - Shiva Gaaye Sabhi Dishaye
Kehti Hai Sheetal Hawayein
Kehti Hai Sheetal Hawayein
Shiva Ji Ke Charano Mein Masthak Jhukaye Ja
Vishiyon Mein Kyon Bharmaye
Japo Om Namah Shivaya
Hari Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 
Bolo
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 
Bolo
Om Namah Shivaya

Jo Shiva Ke Rang Mein Rang Jaye
Dukh Usko Chu Bhi Na Paye
Om Namah Shivaya
Namoh Hari Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Namoh Hari Om Namah Shivaya
Jo Shiva Ke Rang Mein Rang Jaye
Dukh Usko Chu Bhi Na Paye
Mann Mein Jo Bhole Ko Basaye
Mann Mein Jo Bhole Ko Basaye 
Mukti Ka Var Woh Hi Paye 
Mukti Ka Var Woh Hi Paye
Saanson Ka Khazana Yunh Na Virtha Lootaye Ja
Jeevan Tera Beeta Jaye
Japo Om Namah Shivaya
Hari Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 
Bolo
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 
Bolo
Om Namah Shivaya

Kaal Ka Beh Mahakaal Mitaye
Baat Yeh Tu Kahe Bisraye
Om Namah Shivaya
Namoh Hari Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Namoh Hari Om Namah Shivaya
Kaal Ka Beh Mahakaal Mitaye
Baat Yeh Tu Kahe Bisraye
Kahe Teri Samaj Na Aaye
Kahe Teri Samaj Na Aaye
Woh Hi Banaye Mitaye 
Woh Hi Banaye Mitaye
Gyan Ki Jyoti
Mann Mein Jagaye
Har Saans Yeh Hi Dohrahe
Japo Om Namah Shivaya
Hari Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 
Bolo
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 
Bolo
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 
Bolo
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 
Bolo
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 
Bolo
Om Namah Shivaya

Wednesday, March 21, 2012

Tu Subah Savere Aaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein


Boliye
Shiv Shankar Bholenath Ki Jai
Bholenath Ki Jai
Bholenath Ki Jai 

Vishwanath Hai Shambhoo
Yeh Hi Pita aur Mata
Vishwanath Hai Shambhoo
Yeh Hi Pita aur Mata
Vishwanath Hai Shambhoo
Yeh Hi Pita aur Mata
Inke Shri Charano Se
Jode Apna Naata
Yeh Hi Bhagyavidhata
Yeh Hi Pita aur Mata 

Tu Subah Savere Aaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein
Tu Subah Savere Aaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein 
Kuch Pal Tu Roz Bitaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein  
Tu Subah Savere Aaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein 
Kuch Pal Tu Roz Bitaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein 
Tu Subah Savere Aaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein 
Kuch Pal Tu Roz Bitaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein

Jis Pe Pade Drishti Bhole Ki
Woh Pathar Ban Jaye Moti
Vishwanath Hai Shambhoo
Yeh Hi Pita aur Mata
Inke Shri Charano Se
Jode Apna Naata
Jis Pe Pade Drishti Bhole Ki
Woh Pathar Ban Jaye Moti
Moksh Dagar Mil Jaye Usko
Jis Pe Shiv Ki Karuna Hoti
Shraddha Se Sheesh Jhukaya Kar

Shraddha Se Sheesh Jhukaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein 
Shraddha Se Sheesh Jhukaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein   
Tu Subah Savere Aaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein
Kuch Pal Tu Roz Bitaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein

Shiv Pindi Mein Vaas Hai Shiv Ka
Dekhe Vahi Jo Das Hai Shiv Ka
Vishwanath Hai Shambhoo
Yeh Hi Pita aur Mata
Inke Shri Charano Se
Jode Apna Naata
Shiv Pindi Mein Vaas Hai Shiv Ka
Dekhe Vahi Jo Das Hai Shiv Ka
Vish Pe Lete Uske Dukhon Ka
Jinko Atal Vishwas Hai Shiv Ka
Mann Ko Na Kabhi Bharmaya Kar 

Mann Ko Na Kabhi Bharmaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein
Mann Ko Na Kabhi Bharmaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein 
Tu Subah Savere Aaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein
Kuch Pal Tu Roz Bitaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein

Aate - Aate Shiv Mandir Mein
Tu Matwala Ho Jayega
Vishwanath Hai Shambhoo
Yeh Hi Pita aur Mata
Inke Shri Charano Se
Jode Apna Naata
Aate - Aate Shiv Mandir Mein
Tu Matwala Ho Jayega
Shiv Parivar Mein Ho Ja Shaamil
Hriday Shivala Ho Jayega
Saare Parivar Ko Laya Kar
Ohhh Saare Parivar Ko Laya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein 
Tu Sar Ko Roz Jhukaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein
Kuch Pal Tu Roz Bitaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein
Tu Subah Savere Aaya Kar Shiv Shankar Ke Mandir Mein

Shiv Sumiran Kar Le Bande
Jo Paana Chahe Mukti
Shiv Sumiran Kar Le Bande
Jo Paana Chahe Mukti
Kaal Ke Panje Se Bachane Ki Sirf Yahi Hai Yukti
Kaal Ke Panje Se Bachane Ki Sirf Yahi Hai Yukti 
Saanson Ki Lehtaal Pe Har Pal Shiv Ka Naam Liye Ja
Saanson Ki Lehtaal Pe Har Pal Shiv Ka Naam Liye Ja
Kaam, Krodh Har Lenge Shambhoo
Tu Yeh Kaam Kiye Ja
Kaam, Krodh Har Lenge Shambhoo
Tu Yeh Kaam Kiye Ja 
Hai Jeevan Anmol Tera
Tu Virdha Kahe Gavaye
Hai Jeevan Anmol Tera
Tu Virdha Kahe Gavaye
Om Namah Shivaya Jap Le
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya Jap Le
Om Namah Shivaya
Bhaj Shiv Shamboo
Shamboo Shamboo 
Jap Shiv Shamboo
Shamboo Shamboo
Jal Mein Shamboo
Shamboo Shamboo
Thal Mein Shamboo
Shamboo Shamboo
Aaj Hai Shamboo
Shamboo Shamboo
Kal Bhi Shamboo
Shamboo Shamboo
Bal Hai Shamboo
Shamboo Shamboo 
Bhakti Shamboo
Shamboo Shamboo
Sukh Hai Shamboo
Shamboo Shamboo 
Mukti Shamboo
Shamboo Shamboo
Chhad Mein Shamboo
Shamboo Shamboo 
Pal Mein Shamboo
Shamboo Shamboo 
Aatma Shamboo
Shamboo Shamboo 
Pran Hai Shamboo
Shamboo Shamboo
Shakti Shamboo
Shamboo Shamboo 
Gyan Hai Shamboo
Shamboo Shamboo
Shamboo Shamboo 
Har Har Shamboo
Shamboo Shamboo 
Jai Shiv Shamboo
Shamboo Shamboo 
Pal Mein Shamboo
Jai Shiv Shamboo
Shamboo Shamboo 
Aatma Shamboo
Jai Shiv Shamboo
Pal Mein Shamboo
Jai Shiv Shamboo
Aatma Shamboo
Jai Shiv Shamboo
Pal Mein Shamboo
Jai Shiv Shamboo
Aatma Shamboo
Jai Shiv Shamboo
Pal Mein Shamboo
Jai Shiv Shamboo
Aatma Shamboo
Jai Shiv Shamboo
Jai Shiv Shamboo 
Jai Shiv Shamboo 
Jai Shiv Shamboo 
Jai Shiv Shamboo 
Jai Shiv Shamboo 
Jai Shiv Shamboo 
Jai Shiv Shamboo

Tuesday, March 20, 2012

Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai Sanmukh Bholenath Khade Hai


Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai
Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai
Ek Jag Saare Dekh Rahe Hai
Parvati Ke Saath Khade Hai
Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Shiv Mandir Mein Aa Pahuche Hai
Bhakt Tumhare Bhor Hue
Adbhut Chaavi Nirali Dekhi
Sab Aachambhit Vibhor Hue
Chukar In Paavan Charno Ko Anandid Hum Aur Hue
Ek Jag Saare Dekh Rahe Hai
Parvati Ke Saath Khade Hai
Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath

Dev Devta Aur Munivar
Khade Hai Sab Kuch Dekh Rahe
Prem Ki Ganga Umad Padi Hai
Aaye Hai Jo Dwar Tere
Mann Mein Kaisi Lehar Uthi Hai
Lagate Hai Sab Harsh Bhare
Ek Jag Saare Dekh Rahe Hai
Parvati Ke Saath Khade Hai
Tan Man Ki Sudh Bisar Gai Hai
Sanmukh Bholenath Khade Hai
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Bholenath
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Monday, March 19, 2012

Hey Bholenath Teri Mahima Nirali Jaane Woh Jisne Teri Lagan Lagai


Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Jaane Woh Jisne Teri Lagan Lagai
Jaane Woh Jisne Teri Lagan Lagai
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Jaane Woh Jisne Teri Lagan Lagai
Jaane Woh Jisne Teri Lagan Lagai
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali

Teri Sharan Mein Jo Bhi Aaya
Usko Mili Teri Karuna Ki Chaaya
Bin Mange Jo Sab Kuch Pa Le
Jisne Tera Dhyan Lagaya
Tera Vachan Kabhi Jaye Na Khali
Tera Vachan Kabhi Jaye Na Khali
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali

Sankat Mochan Hey Jag Data
Tu Hai Sabhi Ka Bhagya Vidhata
Yeh Shristhi Parivar Hai Tera
Jan Jan Se Hai Tera Naata
Jag Bagiya Hai Tu Hai Maali
Jag Bagiya Hai Tu Hai Maali
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali

Shamboo Tere Khel Nirale
Tera Likha Na Koi Taale
Bhakt Jano Ko Amrit Baate
Aur Khud Peeta Vish Ke Pyale
Teri Chaavi Maine Mann Mein Basa Li
Teri Chaavi Maine Mann Mein Basa Li
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Jaane Woh Jisne Teri Lagan Lagai
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Jaane Woh Jisne Teri Lagan Lagai
Jaane Woh Jisne Teri Lagan Lagai
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali

Bhimashankar Jyotirlinga Wallpapers, Pictures, Photos, Images, Pics, Pixs, Snaps


Bhimashankar Jyotirlinga Wallpapers, Pictures, Photos, Images, Pics, Pixs, Snaps


Bhimashankar Jyotirlinga Wallpapers, Pictures, Photos, Images, Pics, Pixs, Snaps


Bhimashankar Jyotirlinga Wallpapers, Pictures, Photos, Images, Pics, Pixs, Snaps


SHIV TANDAV STOTRA - शिव तांडव स्त्रोतम्

SHIV TANDAV STOTRA
शिव तांडव स्त्रोतम्

जटाटवीगलज्जल प्रवाहपावितस्थलेगलेऽवलम्ब्य लम्बितां भुजंगतुंगमालिकाम्‌।डमड्डमड्डमड्डमनिनादवड्डमर्वयंचकार चंडतांडवं तनोतु नः शिवः शिवम ॥1॥

जटा कटा हसंभ्रम भ्रमन्निलिंपनिर्झरी ।विलोलवी चिवल्लरी विराजमानमूर्धनि ।धगद्धगद्ध गज्ज्वलल्ललाट पट्टपावकेकिशोरचंद्रशेखरे रतिः प्रतिक्षणं ममं ॥2॥

धरा धरेंद्र नंदिनी विलास बंधुवंधुर-स्फुरदृगंत संतति प्रमोद मानमानसे ।कृपाकटाक्षधारणी निरुद्धदुर्धरापदिकवचिद्विगम्बरे मनो विनोदमेतु वस्तुनि ॥3॥

जटा भुजं गपिंगल स्फुरत्फणामणिप्रभा-कदंबकुंकुम द्रवप्रलिप्त दिग्वधूमुखे ।मदांध सिंधु रस्फुरत्वगुत्तरीयमेदुरेमनो विनोदद्भुतं बिंभर्तु भूतभर्तरि ॥4॥

सहस्र लोचन प्रभृत्य शेषलेखशेखर-प्रसून धूलिधोरणी विधूसरांघ्रिपीठभूः ।भुजंगराज मालया निबद्धजाटजूटकःश्रिये चिराय जायतां चकोर बंधुशेखरः ॥5॥

ललाट चत्वरज्वलद्धनंजयस्फुरिगभा-निपीतपंचसायकं निमन्निलिंपनायम्‌ ।सुधा मयुख लेखया विराजमानशेखरंमहा कपालि संपदे शिरोजयालमस्तू नः ॥6॥

कराल भाल पट्टिकाधगद्धगद्धगज्ज्वल-द्धनंजया धरीकृतप्रचंडपंचसायके ।धराधरेंद्र नंदिनी कुचाग्रचित्रपत्रक-प्रकल्पनैकशिल्पिनि त्रिलोचने मतिर्मम ॥7॥

नवीन मेघ मंडली निरुद्धदुर्धरस्फुर-त्कुहु निशीथिनीतमः प्रबंधबंधुकंधरः ।निलिम्पनिर्झरि धरस्तनोतु कृत्ति सिंधुरःकलानिधानबंधुरः श्रियं जगंद्धुरंधरः ॥8॥

प्रफुल्ल नील पंकज प्रपंचकालिमच्छटा-विडंबि कंठकंध रारुचि प्रबंधकंधरम्‌स्मरच्छिदं पुरच्छिंद भवच्छिदं मखच्छिदंगजच्छिदांधकच्छिदं तमंतकच्छिदं भजे ॥9॥

अगर्वसर्वमंगला कलाकदम्बमंजरी-रसप्रवाह माधुरी विजृंभणा मधुव्रतम्‌ ।स्मरांतकं पुरातकं भावंतकं मखांतकंगजांतकांधकांतकं तमंतकांतकं भजे ॥10॥

जयत्वदभ्रविभ्रम भ्रमद्भुजंगमस्फुर-द्धगद्धगद्वि निर्गमत्कराल भाल हव्यवाट्-धिमिद्धिमिद्धिमि नन्मृदंगतुंगमंगल-ध्वनिक्रमप्रवर्तित प्रचण्ड ताण्डवः शिवः ॥11॥

दृषद्विचित्रतल्पयोर्भुजंग मौक्तिकमस्रजो-र्गरिष्ठरत्नलोष्टयोः सुहृद्विपक्षपक्षयोः ।तृणारविंदचक्षुषोः प्रजामहीमहेन्द्रयोःसमं प्रवर्तयन्मनः कदा सदाशिवं भजे ॥12॥

कदा निलिंपनिर्झरी निकुजकोटरे वसन्‌विमुक्तदुर्मतिः सदा शिरःस्थमंजलिं वहन्‌ ।विमुक्तलोललोचनो ललामभाललग्नकःशिवेति मंत्रमुच्चरन्‌ कदा सुखी भवाम्यहम्‌ ॥13॥

निलिम्प नाथनागरी कदम्ब मौलमल्लिका-निगुम्फनिर्भक्षरन्मधूष्णिकामनोहरः ।तनोतु नो मनोमुदं विनोदिनींमहनिशंपरिश्रय परं पदं तदंगजत्विषां चयः ॥14॥

प्रचण्ड वाडवानल प्रभाशुभप्रचारणीमहाष्टसिद्धिकामिनी जनावहूत जल्पना ।विमुक्त वाम लोचनो विवाहकालिकध्वनिःशिवेति मन्त्रभूषगो जगज्जयाय जायताम्‌ ॥15॥

इमं हि नित्यमेव मुक्तमुक्तमोत्तम स्तवंपठन्स्मरन्‌ ब्रुवन्नरो विशुद्धमेति संततम्‌ ।हरे गुरौ सुभक्तिमाशु याति नांयथा गतिंविमोहनं हि देहना तु शंकरस्य चिंतनम ॥16॥

पूजाऽवसानसमये दशवक्रत्रगीतंयः शम्भूपूजनमिदं पठति प्रदोषे ।तस्य स्थिरां रथगजेंद्रतुरंगयुक्तांलक्ष्मी सदैव सुमुखीं प्रददाति शम्भुः ॥17॥

॥ इति शिव तांडव स्तोत्रं संपूर्णम्‌ ॥

Sunday, March 18, 2012

Bhole Baba Bhakton Ki Sunte Urgent Hai


Naag Viraje Gale Mein Jinke 
Sir Pe Gang Sawar
Roop Digambar Ka Dhare
Jag Ke Palanhaar
Chaar Ved aur Chh Shastron Mein
Kahan Yahi Har Baar
Devon Ke Mahadev Ji Bhole
Teri Mahima Aprampaar

Jai Bhootnath

Chanda Sa Mukhada Bright
Masthak Pe Moon Light
O Chanda Sa Mukhada Bright
Masthak Pe Moon Light
Chanda Sa Mukhada Bright
Masthak Pe Moon Light
Ganga Ji Sar Pe White
Devon Mein Brilliant Hai
Baba Bhootnath Ji Bhakton Ki Sunte Urgent Hai
Baba Bhootnath Ji Bhakton Ki Sunte Urgent Hai 
Hamare Bhole Baba Bhakton Ki Sunte Urgent Hai 

Chanda sa Mukhada Bright
Masthak Pe Moon Light
Ganga Ji Sar Pe White
Devon Mein Brilliant Hai
Baba Bhootnath Ji Bhakton Ki Sunte Urgent Hai  
Hamare Bhole Baba Bhakton Ki Sunte Urgent Hai
Baba Bhootnath Ji Bhakton Ki Sunte Urgent Hai 
Hamare Bhole Baba Bhakton Ki Sunte Urgent Hai
Baba Bhootnath Ji Bhakton Ki Sunte Urgent Hai

Are Bhesh Ho Jogi Jaisa Jinka
Lekin Master Mind
Aisa Chamke Mukh Mandal
Suraj Ko Kar De Blind
Are Bhesh Ho Jogi Jaisa Jinka
Lekin Master Mind
Aisa Chamke Mukh Mandal
Suraj Ko Kar De Blind
Bagambar Kamar Mein Tight
Hai Bhang Dhatura Diet
Kar Deti Wrong Right
Inmein Woh Talent Hai
Baba Bhootnath Ji Bhakton Ki Sunte Urgent Hai  
Hamare Bhole Baba Bhakton Ki Sunte Urgent Hai
Baba Bhootnath Ji Bhakton Ki Sunte Urgent Hai

Har Ek Darr Pe Jake Maine Karke Test Hai Jaana
Sabse Best Hai Bhole Baba Kehta Yahi Zamana
Oye Har Ek Darr Pe Jake Maine Karke Test Hai Jaana
Sabse Best Hai Bhole Shankar Kehta Yahi Zamana
Adbhut Hai Jinki Height
Jinse Hai Day Or Night
Oye Adbhut Hai Jinki Height
Jinse Hai Day Or Night
Kar Dete Future Bright
Jo 100 Percent Hai
Hamare Bhole Baba Bhakton Ki Sunte Urgent Hai 
Hamare Bhole Baba Bhakton Ki Sunte Urgent Hai 
Baba Bhootnath Ji Bhakton Ki Sunte Urgent Hai

Are Bhoot Pret Ke Liye Arm Mein Alankh Bham Bhole
Kailash Mein Lakkha Jinka Damroo Dam Dam Dam Bole
Are Bhoot Pret Ke Liye Arm Mein Alankh Bham Bhole
Kailash Mein "Lakha" Jinka Damroo Dam Dam Dam Bole
Maiya Ji Baithi Side
Dushton Ke Karti Fight
Maiya Ji Baithi Side
Dushton Ke Karti Fight
Naina Mein Dynamite
"Lakha" Bhi Saryant Hai
Hamare Bhootnath Bhakton Ki Sunte Urgent Hai 
Hamare Bhole Baba Bhakton Ki Sunte Urgent Hai 
Hamare Bhole Baba Bhakton Ki Sunte Urgent Hai  
Hamare Mahadev Ji Bhakton Ki Sunte Urgent Hai  

Karpoor Gauram Karunavtaram


कर्पूरगौरं करुणावतारं संसारसारम् भुजगेन्द्रहारम् । 
सदावसन्तं हृदयारविन्दे भवं भवानीसहितं नमामि ॥

Saturday, March 17, 2012

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja


Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja
Shiva Apna Kaam Karenge
Tu Apna Kaam Kiye Ja.
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Yug Yug Se Teeno Lokon Mein
Hai Shamboo Ki Satta
Hai Shamboo Ki Satta
Shiva Ki Agya Bina Jagat Mein
Hilta Nahi Ek Patta
Hilta Nahi Ek Patta
Tu Mahakal Ka Sumiran Bas Aanton Yaam Kiye Ja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Kal Ki Chinta Chhod Ke
Chintan Kar Le Tu Tripurari Ka
Kar Le Tu Tripurari Ka
Bhole Bhaav Se Dhyan Laga Le
Tu Bhole Bhandari Ka
Tu Bhole Bhandari Ka
Aati Jaati Saanson Ko
Aati Jaati Saanson Ko
Tu Yeh Paigam Diye Ja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Shiva Shankar Ko Jo Bhi Dhiyaye
Shiva Bhi Unse Pyar Kare
Shiva Bhi Unse Pyar Kare
Shiva Charno Mein Dhyan Lagage
Shiva Hi Bhav Se Paar Kare
Shiva Hi Bhav Se Paar Kare
Shiva Bhakti Ka Charna Amrit
Shiva Bhakti Ka Charna Amrit
Tu Subaho Shaam Piye Ja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Shiva Apna Kaam Karenge
Tu Apna Kaam Kiye Ja.
Shiva
Shiva
Shiva
Shiva
Shiva
Shiva
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya.

Friday, March 16, 2012

Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja


Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Bhole Teri Jata Se Behti Hai Gangdhara
Saare Jagat Ke Maalik Tu Hai Pita Hamara
Nirbal Ka Tu Hi Bal Hai
Deta Hai Tu Sahara
Tere Siva Jahan Mein
Koi Nahi Hamara
Hai Bhole Tu Hai Jaisa, Waisa Na Koi Hoga
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Sukh-Chain Mangate Hai
Janmo Ke Hum Bikhari
Humpe Daya Tu Karna
Aaye Sharan Tihari
Tere Dwar Pe Pade Hai
Sunle Araz Hamari
Jholi Hamari Bhar De
Shiv Shankar Bhandari
Bhavsagar Se Paar Kare Jo Koi Nahi Hai Duja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Tumko Niharate Hai
Aankhon Mein Hai Nirasha
Vishwas Hai Yeh Humko
Poori Karoge Asha
Bigadi Bana Do Apni
Drishti Daya Ki Daalo
Bhatake Hue Hai Prani
Shiva Ji Hame Sambhalo
Japate Rahenge Har Pal Tujhko
Karate Rahenge Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Subah Subah Hey Bhole Karte Hain Teri Pooja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja 
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja 
Tere Siva Hua Hai, Na Hoga Koi Duja