Monday, January 9, 2012

Aao Mahima Gayen Bhole Nath Ki


Aao Mahima Gayen Bholenath Ki
Bhakti Mein Kho Jaye Bholenath Ki
Ohhh
Aao Mahima Gayen Bholenath Ki
Bhakti Mein Kho Jaye Bholenath Ki
Bholenath Ki Jai
Shambhoonath Ki Jai
Gaurinath Ki Jai
Deenanath Ki Jai

Aao Mahima Gayen Bholenath Ki
Bhakti Mein Kho Jaye Bholenath Ki
Ohhh
Aao Mahima Gayen Bholenath Ki
Bhakti Mein Kho Jaye Bholenath Ki

Mukh Par Tej Hai
Ang Bhabhuti
Gale Sarp Ki Mala
Mathe Chandrama
Jata Mein Ganga
Shiv Ka Roop Nirala
Antaryami, Sabka Swami - 2
Bhakton Ka Rakhwala
Teen Lok Mein Baat Raha Hai Yeh Din Raat Ujala
Jai Bolo
Jai Bolo
Bholenath Ki
Bhakti Mein Kho Jaye Bholenath Ki
Bholenath Ki Jai
Shambhoonath Ki Jai
Gaurinath Ki Jai
Deenanath Ki Jai

Aao Mahima Gayen Bholenath Ki
Bhakti Mein Kho Jaye Bholenath Ki - 2

Pee Kar Bhang Tarang Mein Jab - Jab Bholashankar Aaye
Haath Mein Apne Damroo Lekar Naache Aur Nachaye
Jo Bhi Sharaddha Aur Bhakti Ki Man Mein Jyot Jagaye
Mera Bholashankar Uspar Apna Pyar Lootaye
Jai Bolo
Jai Bolo
Bholenath Ki
Bhakti Mein Kho Jaye Bholenath Ki
Bholenath Ki Jai
Shambhoonath Ki Jai
Gaurinath Ki Jai
Deenanath Ki Jai

Aao Mahima Gayen Bholenath Ki
Bhakti Mein Kho Jaye Bholenath Ki - 2

Naav Paar Laga De Shivbhole
Bigadi Bana De Shivbhole
Kasht Nivare Shivbhole
Dukh Door Karenge Shivbhole

Jai Bolo Deenanath Ki
Jai Bolo Gaurinath Ki
Jai Bolo Badrinath Ki
Jai Bolo Shambhoonath Ki

Hai Sabse Bhole Shivbhole
Hai Sabse Nyare Shivbhole
Hai Damaroowale Shivbhole
Bholebhandari Shivbhole

Jai Bolo Deenanath Ki
Jai Bolo Gaurinath Ki
Jai Bolo Badrinath Ki
Jai Bolo Shambhoonath Ki

Naav Paar Laga De Shivbhole
Bigadi Bana De Shivbhole
Kasht Nivare Shivbhole
Dukh Door Karenge Shivbhole

No comments:

Post a Comment