Monday, April 30, 2012

Hey Shiva Pita Parmatama Karte Hai Teri Prathana

Hey Shiva Pita Parmatama
Karte Hai Teri Prathana
Hey Shiva Pita Parmatama
Karte Hai Teri Prathana
Gyan Ka Suraj Hai Tu
Saare Jagat Ki Aatma
Hey Shiva Pita Parmatama
Karte Hai Teri Prathana
Gyan Ka Suraj Hai Tu
Saare Jagat Ki Aatma
Hey Shiva Pita Parmatama
Karte Hai Teri Prathana.

Om Hari Om
Om Hari Om

Shiva Hai Akshar
Shiva Garith Hai
Shabd Shiva
Gungaan Shiva Hai
Shiva Hai Vidyadhaan Shiva Hai
Gyan Shiva Hai Vigyan Shiva Hai
Shiva Hai Akshar
Shiva Garith Hai
Shabd Shiva
Gungaan Shiva Hai
Shiva Hai Vidyadhaan Shiva Hai
Gyan Shiva Hai Vigyan Shiva Hai
Kanth Shiva
Vaani Bhi Shiva Hai
Shiva Hamari Chetna
Hey Shiva Pita Parmatama
Karte Hai Teri Prathana
Gyan Ka Suraj Hai Tu
Saare Jagat Ki Aatma
Hey Shiva Pita Parmatama
Karte Hai Teri Prathana.

Om Hari Om
Om Hari Om

Sunday, April 29, 2012

Bhole Teri Kanwar Ki Hai Mahima Aapar

Bhole Teri Kanwar Ki Hai Mahima Aapar
Bhole Teri Kanwar Ki Hai Mahima Aapar
Jo Shraddha Se Laya Hua Uska Beda Paar
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum

Bhole Teri Kanwar Ki Hai Mahima Aapar
Bhole Teri Kanwar Ki Hai Mahima Aapar
Jo Shraddha Se Laya Hua Uska Beda Paar
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum

Ek dukhiya bechari firti thi maari maari
Is duniya ne thukraya, jeevan se apne haari
Ek bhaktraj se bheth hui usne dukhiya ko samjhaya
Raavan ki kanwar mahima ka mahatva usko batlaya
Shiva Ji hote hai mast malang
Shiva Ji hote hai mast malang
Yeh roop bhi usko dikhlaya
Yeh roop bhi usko dikhlaya
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum

Bhole Teri Kanwar Ki Hai Mahima Aapar
Bhole Teri Kanwar Ki Hai Mahima Aapar
Jo Shraddha Se Laya Hua Uska Beda Paar
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum

Sunkar shiva ki mahima us abla ne yeh than liya
Main kanwar lekar jayungi
Us pal usne sankalp liya
Le kanwar shiva ke dham gai
Dukhda baba ko batlaya
Bhakti se uski ho prasan baba ne usko daras diya
Sansar aakar hai saar nahi
Sansar aakar hai saar nahi yeh karag usko samjhaya
Sansar aakar hai saar nahi yeh karag usko samjhaya
Yeh karag usko samjhaya
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum

Bhole Teri Kanwar Ki Hai Mahima Aapar
Bhole Teri Kanwar Ki Hai Mahima Aapar
Jo Shraddha Se Laya Hua Uska Beda Paar
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum
O Bolo
Aughadnath Bum Bum

Saturday, April 28, 2012

Bhole Shankar Se Manga Vardan

Bhole Shankar Se Manga Vardan
Bhole Ne Haan Kar Di
Haan Kar Di
Baba Haan Kari Di
Bina Soche
Bina Soche Usne Diya Daan
Bhole Ne Haan Kar Di
Bhole Shankar Se Manga Vardan
Bhole Ne Haan Kar Di
Haan Kar Di
Baba Haan Kari Di
Haan Kar Di
Baba Haan Kari Di

Gaadi Bhi Mangi
Driver Bhi Manga
Gaadi Bhi Mangi
Driver Bhi Manga
Rehne Ko Bangala-Bageecha Bhi Manga
Rehne Ko Bangala-Bageecha Bhi Manga
Sair Karne Ko Khali Maidan
Haan
Sair Karne Ko Khali Maidan
Bhole Ne Haan Kar Di
Bhole Shankar Se Manga Vardan
Bhole Ne Haan Kar Di

Paisa Bhi Manga Rupai Bhi Manga
Paisa Bhi Manga Rupai Bhi Manga
Deve Kama Kar Kamai Bhi Manga
Khele Godi Mein Nanha Mehmaan
Khele Godi Mein Nanha Mehmaan
Bhole Ne Haan Kar Di
Bhole Shankar Se Manga Vardan
Bhole Ne Haan Kar Di

Charon Taraf Bas Khushi Hi Khushi Ho
Charon Taraf Bas Khushi Hi Khushi Ho
Honthon Pe Mere Bas Har Pal Hansi Ho
Honthon Pe Mere Bas Har Pal Hansi Ho
Mile Saare Jahan Mein Samman
Mile Saare Jahan Mein Samman
Bhole Ne Haan Kar Di
Bhole Shankar Se Manga Vardan
Bhole Ne Haan Kar Di
Haan Kar Di
Baba Haan Kari Di
Haan Kar Di
Baba Haan Kari Di
Bina Soche Usne Diya Daan
Bhole Ne Haan Kar Di
Bhole Shankar Se Manga Vardan
Bhole Ne Haan Kar Di
Bhole Shankar Se Manga Vardan
Bhole Ne Haan Kar Di

Friday, April 27, 2012

Mann Mandir Mein Sanjh Savere Rehte Hai Bholenath

Mann Mandir Mein Sanjh Savere Rehte Hai Bholenath 
Sumiran Karu Mein Jagate Sote 
Sumiran Karu Mein Jagate Sote Har Saans Mein Bholenath 
Har Saans Mein Bholenath 

Mere Gun, Avgun Sab Shiva Ke Charano Mein Hai Arpit 
Yeh Tan Man Yeh Jeevan Sab Kiya Bhole Ko Samarpit 
Main Shiva Ki Aur Shiva Hai Mere 
Main Shiva Ki Aur Shiva Hai Mere 
Bas Janu Mein Yeh Baat 
Bas Janu Mein Yeh Baat 
Mann Mandir Mein Sanjh Savere Rehte Hai Bholenath 
Mann Mandir Mein Sanjh Savere Rehte Hai Bholenath 

Matra-Pita-Guru-Bandhu-Sakha Sab Shiva Ko Maine Mana 
Shiva Ke Siva Kisi Aur Maine Na Apna Jaana 
Matra-Pita-Guru-Bandhu-Sakha Sab Shiva Ko Maine Mana 
Shiva Ke Siva Kisi Aur Maine Na Apna Jaana 
Lagan Lagi Aisi Bhole Se 
Lagan Lagi Aisi Bhole Se 
Jahan Dekhu Hai Bholenath 
Har Saans Mein Hai Bholenath 
Har Saans Mein Bholenath 

Mann Mandir Mein Sanjh Savere Rehte Hai Bholenath 

Mann Mandir Mein Sanjh Savere Rehte Hai Bholenath 
Sumiran Karu Mein Jagate Sote 
Sumiran Karu Mein Jagate Sote Har Saans Mein Bholenath 
Har Saans Mein Bholenath 
Har Saans Mein Bholenath 
Mann Mandir Mein Sanjh Savere Rehte Hai Bholenath 
Mann Mandir Mein Sanjh Savere Rehte Hai Bholenath 
Sumiran Karu Mein Jagate Sote 
Sumiran Karu Mein Jagate Sote Har Saans Mein Bholenath 
Har Saans Mein Bholenath 
Har Saans Mein Bholenath 
Mann Mandir Mein Sanjh Savere Rehte Hai Bholenath 
Mann Mandir Mein Sanjh Savere Rehte Hai Bholenath 
Mann Mandir Mein Sanjh Savere Rehte Hai Bholenath

Thursday, April 26, 2012

Shubh Shubh Shubh Shiv Naam Jape Jaa Jape Jaa Subaha Shaam

Om 
Om 
Om 
Om 
Shubh Shubh Shubh Shubh 
Shubh Shubh Shubh Shubh 
Shubh Shubh Shubh Shubh 
Shubh Shubh Shubh Shiv Naam Jape Jaa Jape Jaa Subaha Shaam 
Shubh Shubh Shubh Shiv Naam Jape Jaa Jape Jaa Subaha Shaam 
Ant Samay Main Aayega Yahi Naam Tere Kaam 
Shubh Shubh Shubh Shiv Naam Jape Jaa Jape Jaa Subaha Shaam 

Apna Rishta Jood Le Shiv Se 
Baaki Chinta Chhod De Shiv Pe 
Apna Rishta Jood Le Shiv Se 
Baaki Chinta Chhod De Shiv Pe 
Bhole Hai Jag Ke Rakhwale 
Bhole Hai Jag Ke Rakhwale 
Ho Ja Bas Tu Unke Hawale 
Paale Saare Tirath Charon Dhaam 
Shubh Shubh Shubh Shubh 
Shubh Shubh Shubh Shiv Naam Jape Jaa Jape Jaa Subaha Shaam 
Shubh Shubh Shubh Shiv Naam Jape Jaa Jape Jaa Subaha Shaam 

Mann Kailash Hai Aatma Shiva Hai 
Sundar Satya Parmatama Shiva Hai 
Mann Kailash Hai Aatma Shiva Hai 
Sundar Satya Parmatama Shiva Hai 
Shiva Chintan Se Preet Laga Le 
Shiva Chintan Se Preet Laga Le 
Rom Rom Mein Shiva Ko Basa Le 
Payega Jeevan Mein Tu Aaram 
Shubh Shubh Shubh Shubh 
Shubh Shubh Shubh Shiv Naam Jape Jaa Jape Jaa Subaha Shaam 
Shubh Shubh Shubh Shiv Naam Jape Jaa Jape Jaa Subaha Shaam 
Ant Samay Main Aayega Yahi Naam Tere Kaam 
Shubh Shubh Shubh Shiv Naam Jape Jaa Jape Jaa Subaha Shaam 
Shiva Naam Shiva Naam Shiva Naam 
Shiva Naam Shiva Naam Shiva Naam 
Shiva Naam Shiva Naam Shiva Naam 
Shiva Naam Shiva Naam Shiva Naam 
Shiva Naam Shiva Naam Shiva Naam 
Jape Jaa Jape Jaa Subaha Shaam 
Shiva Naam 
Shiva Naam

Wednesday, April 25, 2012

Rudraksh Mann Ka Fher Ke Shiva Dhyan Kiye Ja

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Shiva

Apne Sab Kasthon Ka Samadhan Kiye Ja
Samadhan Kiye Ja

Jo Bhi Hai Karta Dharan Rudraksh Ki Yeh Mala
 Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Shiva
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Jo Bhi Dharan Karta Rudraksh Ki Yeh Mala
Uske Jeevan Ka Ban Jata Hai Yeh Bhole Rakhwala
Aakalmrityun Ka Na Kabhi Bhi Usko Satata Beh
Mahalkaal Kar Dete Uske Sab Sankat Ka Seh
Mahakaal Ki Bhakti Ka Samman Kiye Ja
Mahadev Shiva Rudra Ka Gungaan Kiye Ja
Gungaan Kiye Ja
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Shiva
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Rudraksh Mann Ka Fher Ke Shiva Dhyan Kiye Ja
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Shiva
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva

Shiva Asru Se Jag Mein Hui Rudraksh Ki Utpatti
Isko Pehanne Walon Se Rahe Kosho Door Vipatti
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Shiva
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Shiva Asru Se Jag Mein Hui Rudraksh Ki Utpatti
Isko Pehanne Walon Se Rahe Kosho Door Vipatti
Madh, Mooh, Kaam, Krodh Se Rudraksh Karti Raksha
Badi Chamatkari Hai Yeh Kare Pooran Saari Iccha
Shraddha Se Shiva Swaroop Ka Jaigaan Kiye Ja
Chanchal Mann Ko Shanti Pradan Kiye Ja
Pradan Kiye Ja
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Shiva
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva

Rudraksh Mann Ka Fher Ke Shiva Dhyan Kiye Ja
Apne Sab Kasthon Ka Samadhan Kiye Ja
Samadhan Kiye Ja
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Shiva
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Shiva
Jai Shiva Jai Shiva Jai Shiva
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya 

Tuesday, April 24, 2012

Bane Siyaahi Saathon Saagar Kaagaz Dharti Ambar

Bane Siyaahi Saathon Saagar Kaagaz Dharti Ambar
Fir Bhi Teri Mahima Likhi Na Jaye Bhole Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Jai Bhole Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Jai Bhole Shankar

Bane Siyaahi Saathon Saagar Kaagaz Dharti Ambar

Rishi-Muni, Ghyani-Dhani Koi Tera Saar Na Paaye
Rishi-Muni, Ghyani-Dhani Koi Tera Saar Na Paaye
Brahma-Vishnu Bhi Bhole Tera Aadhar Na Paaye
Brahma-Vishnu Bhi Bhole Tera Aadhar Na Paaye
Bhor Tera Paatal Se Gehra
Chhor Gagan Se Hai Uccha
Nat Mastak Mein Tere Aage Yeh Brahmand Samucha
Yeh Brahmand Samucha
Bane Siyaahi Saathon Saagar Kaagaz Dharti Ambar
Fir Bhi Teri Mahima Likhi Na Jaye Bhole Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Jai Bhole Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Jai Bhole Shankar

Hey Shambhu  Hey Swayambhu
Tu Hai Ajanma Tu Avinashi
Hey Shambhu  Hey Swayambhu
Tu Hai Ajanma Tu Avinashi
Jyotirmeh, Jyotirlingo Ki Maya Ajab Kailashi
Jyotirmeh, Jyotirlingo Ki Maya Ajab Kailashi
Ved, Purano, Upnishedon Ne Tere Hi Gun Hai Gaaye
Ganga, Jamuna, Saraswati Chookar Tujhe Pawan Kehlaye
Chookar Tujhe Pawan Kehlaye