Saturday, April 30, 2011

Mahashivratri Aayi, Sukho ki Ratri aayi

Mahashivratri Aayi, Sukho ki Ratri aayi- 2
Magan Mann dole re, Kaho Bam Bhole re,
Ba Bam Bam Bhole re, Ba Bam Bam Bhole re- 4

Jo Bhole ka jaap kare, paap ka pashchyataap kare- 2
dukh se sukh ka milaap kare- 2
bhed ye khole re, kaho bam bhole re
ba bam bam bhole re, ba bam bam bhole re- 4

shivratri ka vrat rakhe jo, teeno pehar jo puje inko
shubh aashish ye dete usko- 2
madhuras ghole re, kaho bam bhole re
ba bam bam bhole re, ba bam bam bhole re- 4

Mahashivrati aayi, sukho ki ratri aayi
magan mann dole re, kaho bam bhole re
ba bam bam bhole re, ba bam bam bhole re- 5

Wednesday, April 20, 2011

बम बम लहरी बम भोलेनाथ

डम डम डम डम डमरू बाजे
नंदीगन खड़े है जोड़े हाथ
भंग का रंग जमाए शंकर
विष्णु करे नृत्य देवन साथ

बम बम लहरी बम भोलेनाथ
बम बम लहरी बम भोले नाथ

गोरी का भी रूप खिल गया
तारो से सजी है रात
धरती पर भी धूम मची
शिव शक्ति का मिलन है आज

बम बम लहरी बम भोलेनाथ
बम बम लहरी बम भोले नाथ

रूप अनोखा अद्भूत ऐसा
नागो को लिये है साध
अंग भभूती, भाल चन्द्रमा
डमरू त्रिशूल, धरे दोउ हाथ

बम बम लहरी बम भोलेनाथ

Friday, April 15, 2011

O SHANKAR MERE KAB HONGE DARSHAN TERE - BAIRAAG

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere - 4 
Jeevan Path Par Shaam-Savere, Chaye Hai Ghanghor Andhere

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere - 2

Main Murakh Tu Antaryami
Main Sevak Tu Mera Swami
Kahe Mujhse Naata Tooda
Mann Choda
Mandir Bhi Choda
Kitni Durrrrrrrrr Lagaye Tune Laake Laash Pe Daire

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere

Tere Dwar Pe Jyot Jaga Kar 
Nis Din Bite Tere Gun Gaate
Na Maangu Mein Heere Moti 
Mangu Par Thodi Si Jyoti
Khali Haath Na Jayunga Main
Daata Dwar Se Tere

O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere

Kab Honge Darshan Tere

Bagad Bam, Babam Bam Babam Bam Bamlehri - Kailash Kher

haath jodd ke boli kawarja,
haath jodd ke boli kawarja,
teeno lok basaye basti mein,
teeno lok basaye basti mein,
aap basein veerane mein ji,
aafatein veerane mein,
aji ram bhajo ji, ram bhajo ji,
ram bhajo ji, ram bhajo ji,
shiv ka vandan kiya karo,
aji shiv ka vandan kiya karo ji,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehriii!

meri ek suno antaryami,
meri ek suno bholeswami,
mai to dasi janam-janam ki,
mai to dasi janam-janam ki,
bali umar se bhakti karti,
bali umar se bhakti karti,
tumhe chodke kahi na jaoo,
tumhe chodke kahi na jaoo,
raat-diwas tere charan dabau,
raat-diwas tere charan dabau,
tumhe jo choddu to mar jaoo,
tumhe jo choddu to mar jaoo,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehriii!

ek suno na mere bholenathji,
ek suno na mere dinanathji,
din bhar main teri bhung ragdungi,
din bhar main teri bhung ragdungi,
bhung ragdu, tera ragdu dhatura,
bhung ragdu, tera ragdu dhatura,
taj karungi tera pura,
hukam bajaoo tera pura,
tujhe pilaoo tiragnatiya,
tujhe pilaoo tiragnati,
aur jo bach jave main pilungi,
jo bach jave main pilungi,
amrit jaan samajh pilungi,
amrit jaan samajh pilungi,
sharan mein le lo bholenath,
mohe apni bana lo dinanathji,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehriii!

ek suno ji parvati,
meri ek suno gora-rani,
iss jungle mein tu kya pavegi,
kanjdi ban-ban mar javegi,
hathi, chitaude, sher dahaude,
hathi, chitaude, sher dahaude,
asam ramau, dhuni ramau,
tandav kar-kar damru bajau,
gufa-bich mera hai derari,
abhi samajh ja hey gorari,
abhi maan ja hey gora,
mere bhoot ki mala gale pad,
meri khakkad mala gale padi,
unko dekh iss darr javegi,
mere sang tu kya pave,
koi acha kuwar raja ko dhundh,
koi roop kuwar raja ko dhundh,
tu rani banke baith mahal,
tu rani banke baith mahal,
ari samajh ja hey gorari,
maha maan jaa hey gorari.
bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehri,
bagad bam, babam bam babam bam bamlehriii!

Tuesday, April 12, 2011

महा शिवरात्रि / Maha Shiva Ratri - Ramayana

~ Om Namah Shivaya ~

Tum Aadi Dev, Aanadi Ho
Tum Anth Heen Aanant Ho
Srimant Ho, Bhagwant Ho
Hey Nath Girjakant Ho

Nisaar Is Sansar Mein Shiva Naam Keval Saar Hai
Shiv Shakti Hai, Shiv Bhakti Hai, Shiv Mukti Ka Aadhar Hai