Tuesday, May 29, 2012

Bhole Rakh Lo Bharam Ab Tere Hai Hum


Apne Dar Se Shiv Shankar Na Mujhko Thukrana
Naam Tumhara Ga Gakar Kar Bhole Main Chahu Umar Bitana

Bhole Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum
Bhole Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum
Chhod Ke Teri Chaukhat Kidhar Jayenge Hum
Hai Bada Aasra Tere Darbar Ka
Hai Bada Aasra Tere Darbar Ka
Ab To Kardo Kardo
Ab To Kardo Kardo
Ab To Kardo Kardo Daya
Sawar Jayenge
Bhole Rakh Lo Bharam
Ab Tere Tere Tere Hai Hum
Baba Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum
Chhod Ke Teri Chaukhat Kidhar Jayenge Hum
Bhole Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum
Bhole Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum
Chhod Ke Teri Chaukhat Kidhar Jayenge Hum

Mujhko Gyan Do
Bhakti Ka Daan Do
Mujhko Gyan Do
Bhakti Ka Daan Do
Apne Charano Ke Kone Mein Aesar Do
Mujhko Gyan Do
Bhakti Ka Daan Do
Apne Charano Ke Kone Mein Aesar Do
Aur Kuch Bhi Nahi Hai Mujhe Mangana
Aur Kuch Bhi Nahi Hai Mujhe Mangana
Naam Japane Ke Tera
Naam Japane Ke Tera
Naam Japane Ke Se Bhav Sindhu Tarr Jayenge
Bhole Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum
Bhole Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum

Rutha Sara Jahan Aur Jaye Kahan
Rutha Sara Jahan Aur Jaye Kahan
Ab Siva Aapke Dusara Sahara Nahi
Ab Siva Aapke Dusara Sahara Nahi
Rutha Sara Jahan Aur Jaye Kahan
Rutha Sara Jahan Aur Jaye Kahan
Ab Siva Aapke Dusara Sahara Nahi
Ab Siva Aapke Dusara Sahara Nahi
Jo  Likaloge Bhole Ji Tum Bhi Agar
Jo  Likaloge Bhole Ji Tum Bhi Agar
Tab To Be-Maut
Be-Maut
Be-Maut
Haan Be-Maut

Hum Jag Mein Marr Jayenge
Bhole Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum
Bhole Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum

Ab To Sabne Kahan Ja Wahi Pe Chala
Mat Bhatak Murakh Lakkha Yahan Se Wahan
Mat Bhatak Murakh Lakkha Yahan Se Wahan
Ab To Sabne Kahan Ja Wahi Pe Chala
Mat Bhatak Murakh "Lakkha" Yahan Se Wahan
Bade Data Dayalu Hai Bhole Prabhu
Bade Data Dayalu Hai Bhole Prabhu
Kasht Sab Tera
Kasht Sab Tera
Kasht Sab Tera “Sharma” Woh Har Jayenge
Bhole Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum
Bhole Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum
Bhole Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum
Baba  Rakh Lo Bharam
Ab Tere Hai Hum

No comments:

Post a Comment