Friday, April 6, 2012

Mahadev Shankar Hai Jag Se Nirale Bade Sheedhe Saade Bade Bhole Bhale


Mahadev Shankar Hai Jag Se Nirale
Bade Sheedhe Saade
Bade Bhole Bhale
Mahadev Shankar Hai Jag Se Nirale
Bade Sheedhe Saade
Bade Bhole Bhale

Mere Man Ke Mandir Mein Rehte Hai Shiv Ji
Yeh Mere Nayan Hai Unhi Ke Shivale
Mahadev Shankar Hai Jag Se Nirale
Bade Sheedhe Saade
Bade Bhole Bhale
Mere Man Ke Mandir Mein Rehte Hai Shiv Ji
Yeh Mere Nayan Hai Unhi Ke Shivale
Mahadev Shankar Hai Jag Se Nirale
Bade Sheedhe Saade
Bade Bhole Bhale

Bana Lo Unhe Apne Jeevan Ki Asha
Sada Door Tumse Rahegi Nirasha
Bana Lo Unhe Apne Jeevan Ki Asha
Sada Door Tumse Rahegi Nirasha
Bina Mange Vardan Tumko Milega
Samajhate Hai Woh To Har Ek Man Ki Bhasha
Woh Unke Hai Jo Unko Apna Bana Le
Ohh Ohh Ohh 
Mahadev Shankar Hai Jag Se Nirale
Bade Sheedhe Saade
Bade Bhole Bhale

Jidhar Dekho Shiva Ki Hai Mahima Nirali
Yeh Daata Hai, Hum Saari Duniya Sawali
Jidhar Dekho Shiva Ki Hai Mahima Nirali
Yeh Daata Hai, Hum Saari Duniya Sawali
Jo Is Dwar Pe Apna Vishwar Kar
To Pal Bhar Mein Bhar Jayegi Jholi Khali
Unhi Ke Andhere
Unhi Ke Ujale
Ohh Ohh Ohh 
Mahadev Shankar Hai Jag Se Nirale
Bade Sheedhe Saade
Bade Bhole Bhale
Mere Man Ke Mandir Mein Rehte Hai Shiv Ji
Yeh Mere Nayan Hai Unhi Ke Shivale
Mahadev Shankar Hai Jag Se Nirale
Bade Sheedhe Saade
Bade Bhole Bhale
Bade Sheedhe Saade
Bade Bhole Bhale

No comments:

Post a Comment