Tuesday, April 24, 2012

Bane Siyaahi Saathon Saagar Kaagaz Dharti Ambar

Bane Siyaahi Saathon Saagar Kaagaz Dharti Ambar
Fir Bhi Teri Mahima Likhi Na Jaye Bhole Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Jai Bhole Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Jai Bhole Shankar

Bane Siyaahi Saathon Saagar Kaagaz Dharti Ambar

Rishi-Muni, Ghyani-Dhani Koi Tera Saar Na Paaye
Rishi-Muni, Ghyani-Dhani Koi Tera Saar Na Paaye
Brahma-Vishnu Bhi Bhole Tera Aadhar Na Paaye
Brahma-Vishnu Bhi Bhole Tera Aadhar Na Paaye
Bhor Tera Paatal Se Gehra
Chhor Gagan Se Hai Uccha
Nat Mastak Mein Tere Aage Yeh Brahmand Samucha
Yeh Brahmand Samucha
Bane Siyaahi Saathon Saagar Kaagaz Dharti Ambar
Fir Bhi Teri Mahima Likhi Na Jaye Bhole Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Jai Bhole Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Shiv Shankar
Jai Jai Bhole Shankar

Hey Shambhu  Hey Swayambhu
Tu Hai Ajanma Tu Avinashi
Hey Shambhu  Hey Swayambhu
Tu Hai Ajanma Tu Avinashi
Jyotirmeh, Jyotirlingo Ki Maya Ajab Kailashi
Jyotirmeh, Jyotirlingo Ki Maya Ajab Kailashi
Ved, Purano, Upnishedon Ne Tere Hi Gun Hai Gaaye
Ganga, Jamuna, Saraswati Chookar Tujhe Pawan Kehlaye
Chookar Tujhe Pawan Kehlaye

2 comments: