Wednesday, March 28, 2012

Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho Shiva Mandir Mein Shaam Ho


Om
Om
Om 
Om

Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho
Shiva Karuna Ki Chaiya Mein
Shaam Dhale Vishram Ho

Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho
Shiva Karuna Ki Chaiya Mein
Shaam Dhale Vishram Ho

Saanson Ki Lehtaal Pe Meri Bhakti Shiva - Shiva Gaye Ho
Shiv Deewani Rashana Ko Koi Duji Reet Na Bhaye
Jab Tak Jeevan Jyot Jale Meri Honton Pe Shiva Naam Ho
Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Bol Ke Palkhein Kholu
Shiva Sagar Mein Isnaan Karun Main
Hirday Ka Darpan Dholu
Mooh-Maya Se Door Rahu Mein
Sharaddha Meri Niskaam Ho
Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho

Kaal Ka Beh Na Ho Man Mein
Mera Ant Samay Jab Aaye Ho
Shiv Murat Ho Nainon Mein 
Shiva Dhaam Yeh Aata Jaye
Jahan Mile Shiva Ka Dera Hai
Wahi Par Mera Dhaam Ho
Shiva Sumiran Se Subah Shuru Ho
Shiva Mandir Mein Shaam Ho
Shiva Karuna Ki Chaiya Mein
Shaam Dhale Vishram Ho

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

No comments:

Post a Comment