Thursday, March 1, 2012

Saare Vishwa Ka Palan Karta Param Pita Parmeshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai

Saare Vishwa Ka Palan Karta
Param Pita Parmeshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai

Saare Vishwa Ka Palan Karta
Param Pita Parmeshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai

Jai Naiya Bhav Nidhi Se Taare
Umanath Bhuvaneshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai 
Hoooo
Kashi Ka Vishweshwar Hai 
Kashi Ka Vishweshwar Hai 
Param Pita Parmeshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai 

Sarva Guni Jo Sarva Vyapak
Sarva Kalaon Wala Hai
Sarva Kalaon Wala Hai 
Jiske Kanth Mein Shobha Deti
Vasuki Naag Ki Mala Hai
Vasuki Naag Ki Mala Hai 
Sharan Mein Aaye Ki Pat Rakhe
Maya Pati Sharneshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai 
Sharan Mein Aaye Ki Pat Rakhe
Maya Pati Sharneshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai

Mrityu Sanjeevni Paas Hai Jiske
Ajar Amar Avinashi Hai
Ajar Amar Avinashi Hai 
Sacchidanand Woh Karuna Sindhu
Dev Mani Kailashi Hai
Dev Mani Kailashi Hai 
Sabke Kaaj Jo Siddh Kar Deta
Bhasmangi Siddheshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai 
Sabke Kaaj Jo Siddh Kar Deta
Bhasmangi Siddheshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai

Maha Yogi Jo Maha Tapaswi
Mahadev Mahadani Hai
Mahadev Mahadani Hai 
Us Trilochan Se Bhay Khate
Khal Buddhi Abhimani Hai
Khal Buddhi Abhimani Hai 
Mahabhaar Ko Sehne Wala
Dharm Roop Sarveshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai 
Mahabhaar Ko Sehne Wala
Dharm Roop Sarveshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai

Kashi Ka Vishweshwar Hai 
Kashi Ka Vishweshwar Hai 
Hooo

Param Pita Parmeshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai

Umanath Bhuvaneshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai

Maya Pati Sharneshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai

Bhasmangi Siddheshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai

Dharm Roop Sarveshwar Hai
Kashi Ka Vishweshwar Hai

No comments:

Post a Comment