Saturday, March 17, 2012

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja


Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja
Shiva Apna Kaam Karenge
Tu Apna Kaam Kiye Ja.
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Yug Yug Se Teeno Lokon Mein
Hai Shamboo Ki Satta
Hai Shamboo Ki Satta
Shiva Ki Agya Bina Jagat Mein
Hilta Nahi Ek Patta
Hilta Nahi Ek Patta
Tu Mahakal Ka Sumiran Bas Aanton Yaam Kiye Ja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Kal Ki Chinta Chhod Ke
Chintan Kar Le Tu Tripurari Ka
Kar Le Tu Tripurari Ka
Bhole Bhaav Se Dhyan Laga Le
Tu Bhole Bhandari Ka
Tu Bhole Bhandari Ka
Aati Jaati Saanson Ko
Aati Jaati Saanson Ko
Tu Yeh Paigam Diye Ja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Shiva Shankar Ko Jo Bhi Dhiyaye
Shiva Bhi Unse Pyar Kare
Shiva Bhi Unse Pyar Kare
Shiva Charno Mein Dhyan Lagage
Shiva Hi Bhav Se Paar Kare
Shiva Hi Bhav Se Paar Kare
Shiva Bhakti Ka Charna Amrit
Shiva Bhakti Ka Charna Amrit
Tu Subaho Shaam Piye Ja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja
Man Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Shiva Apna Kaam Karenge
Tu Apna Kaam Kiye Ja.
Shiva
Shiva
Shiva
Shiva
Shiva
Shiva
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya.

No comments:

Post a Comment