Wednesday, February 29, 2012

Saanson Ka Sur Mandal Bole Mann Ka Bole Ek Tara Jai Shiva Shankar Kedara

Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Saanson Ka Sur Mandal Bole
Mann Ka Bole Ek Tara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Main Hi Akela Nahi Yeh Kehta
Kehta Hai Yeh Jag Saara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara

Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara

Nar Narayan Ke Jap Tap Se
Tum Kailash Pe Aaye They
Tum Kailash Pe Aaye They
Lakhon Karodon Bhakt Jano Ke
Ghadi Mein Kasht Mitaye They
Ghadi Mein Kasht Mitaye They
Jhoom Khushi Se Yahi Hai Kehti
Nadi Mandakini Ki Dhara
Jai Shiva Shankar Kedara
Saanson Ka Sur Mandal Bole
Mann Ka Bole Ek Tara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara

Shraddha Lagan Se
Jo Bhi Tumhara
Dhyan Mein Do Pal Kho Jata
Dhyan Mein Do Pal Kho Jata
Maha Sati Ke Pati Woh Kankar
Sachcha Moti Ho Jata
Sachcha Moti Ho Jata
Kasht Kaleshon Se Yahan Aake
Paate Dukhiya Chutkara
Jai Shiva Shankar Kedara
Saanson Ka Sur Mandal Bole
Mann Ka Bole Ek Tara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara


Pag Pankaj Se Juda Na Karna
Apne Pyare Bhakton Ko
Apne Pyare Bhakton Ko
Naam Ki Mala Japne Dena
Yahan Tapaswi Santon Ko
Yahan Tapaswi Santon Ko
Unki Nas Nas Andar Bharna
Apni Daya Ka Ujiyara
Jai Shiva Shankar Kedara
Saanson Ka Sur Mandal Bole
Mann Ka Bole Ek Tara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Main Hi Akela Nahi Yeh Kehta
Kehta Hai Yeh Jag Saara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara
Jai Shiva Shankar Kedara
Jai Abhyankar Kedara

No comments:

Post a Comment