Tuesday, February 28, 2012

Jab Savere - Savere Khule Aankh To Do Ghadi, Pyar Se Naam Shiva Ka Japo


Jab Savere - Savere Khule Aankh To
Do Ghadi, Pyar Se Naam Shiva Ka Japo
Saara Jeevan Tumhara Savar Jayega
Kaam Bhole Kare Naam Shiva Ka Japo
Dayalu Hai Shiva
Kripalu Hai Shiva

Dayalu Hai Shiva
Kripalu Hai Shiva
 
Daata Wahi
Dhyan Unka Dharo

Jab Savere - Savere Khule Aankh To

Do Ghadi, Pyar Se Naam Shiva Ka Japo
Saara Jeevan Tumhara Savar Jayega
Kaam Bhole Kare Naam Shiva Ka Japo
Dayalu Hai Shiva
Kripalu Hai Shiva
Dayalu Hai Shiva
Kripalu Hai Shiva
 
Daata Wahi
Dhyan Unka Dharo


Jab Savere - Savere Khule Aankh To
Do Ghadi, Pyar Se Naam Shiva Ka Japo

Bhole
Bhole
Bhole
Bholenath

Padega Jab Kabhi Sankat To Bhole Yaad Aayenge
Sukhon Mein Hum Saada Shiva Ko Hamesha Bhool Jayenge
Agar Sukh Mein Bhi Hum Shiva Ka 
Saada Gurgaan Gayenge
Kabhi Dukh Bhi Nahi Hoga, Bure Din Bhi Na Aayenge
Abbhagyaon Se Pare Honge
Chain Sukh Se Bhare Honge
Jab Andhera Udasi Ka Badane Lage
Mann Bhatakane Lage
Naam Shiva Ka Japo
Neela Chand Ka Sir Par
Bhahe Ganga Jatao Mein
Sar Par Chandrama Sohe
Gale Mein Sarp Ki Mala
Jo Pehne Tann Pe Bagambar
Liye Trishul Haaton Mein
Ramaye Bhasm Shivdani
Bhujaye Rudraksh Ki Maala
Yeh Hai Roop Bhole Ka
Subah Jo Dhyan Mein Aaye

Bole Satyam, Shivam, Sundaram Har Subah
Shristhi Shiva Hai Saada
Naam Shiva Ka Japo
Saara Jeevan Tumhara Savar Jayega
Kaam Bhole Kare Naam Shiva Ka Japo
Dayalu Hai Shiva
Kripalu Hai Shiva
Daata Wahi
Dhyan Unka Dharo

Jab Savere - Savere Khule Aankh To
Do Ghadi, Pyar Se Naam Shiva Ka Japo

No comments:

Post a Comment