Sunday, February 12, 2012

Hey Shiv Shankar Hey Abhayankar


Hey Shiv Shankar
Hey Abhayankar
Hey Shiv Shankar
Hey Abhayankar
Hey Shiv Shankar
Hey Abhayankar
Maango Tujhse Daan - 2
Har Vipadha Se, Har Sankat Se
Kar Mera Kalyan
Tu Meri Laaj Bachana
Tu Unka Vachan Nibhana

vipalay na tham jaye aakar
dharti mein chup jaye
ho tera sanket to bhole chalta samay ruk jaye
tu jo chahe badal ke rakh de
vidhayat ka yeh vidhan
Tu Meri Laaj Bachana
Tu Unka Vachan Nibhana - 2
Hey Shiv Shankar
Hey Abhayankar

sukh ka chand chupa hai
aai dukh ki raat andheri
meri nahi hai bhole shankar
hai yeh pariksha teri
meri bigadi - 2
baat bane to hai yeh tera hi maan
Tu Meri Laaj Bachana
Tu Unka Vachan Nibhana - 2
Hey Shiv Shankar
Hey Abhayankar

hey trilochan, hey karunachan
hey kailash ke vaasi
pranchakr tu rok de tu hai mahakal avinashi
mere kashton ka - 2 
kar de nivaran
karu mein tera dhyan
Tu Meri Laaj Bachana
Tu Unka Vachan Nibhana - 2
Hey Shiv Shankar
Hey Abhayankar

Grishneshwar
Hey Vishwanath
Hey daya ke saagar
Shraddha se main bhar ke lai ganga jal ki gagar
door karde har ek badha,
dwar par tere mein aayun
pranh mera poora kar de
jal yeh tujhpar chadayun - 4

No comments:

Post a Comment